Khairbux marri ka beta harbiyar marri ye kehta hai ke Pakistan ne - TopicsExpress



          

Khairbux marri ka beta harbiyar marri ye kehta hai ke Pakistan ne balochistan per kabza kiya tha 1947 main jo ke tamam tareekhi shahadaton oar sabooton ke khilaaf bat hai.. ye bat ab har koi jaan chuka hai ke ye eik bohut bara jhoot tha jo in baloch nationalists ko Indian RAW ne haal he main ghar kar diya tha oar ye jhoot ab poori tarah expose bhi ho chuka hai.. laikan eik sachayee main aap logon se share karna chahta hun wo ye hai ke ye bugti oar marri jiss elaqe main yaani kohe suleman main baithe hain ye yahan per kabiz hain.. marriyon oar bugtiyon ne 18th century main kohe suleman per kabza kiya tha oar yahan ki local punjabi Jat , Rajpoot oar dravidian abadi ka barre paimane per kattle aam kiya oar unko yahan se nikal kar unki properties oar land per kabza kiya.. oar jo bach gayee un per apni zaban mosssalat kar ke unko baloch bana liya.. Marriyon oar bugtiyon main kai aise clan hain jo baloch nahi balke JAT, Rajpoot oar dravidian hain.. isse ye pata chalta hai ke punjabi balochistan per kabiz nahi balke punjabiyon ki sarzameen kohe suleman oar Kachi(Naseerabad, Jaffarabad, Jhal magsi, Bolan) per yehi marri oar bugti kabiz hain oar aaj kis besharmi oar dhattayee se kehte hain ke punjabi balochistan se nikal jayen
Posted on: Mon, 02 Sep 2013 07:36:22 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015