Khana Bhook Se Kam Khao ====================== Hazrat Muhammad - TopicsExpress



          

Khana Bhook Se Kam Khao ====================== Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ne farmaya - “Insan Ne Pet Se zyada Bura Koi Bartan Nahi Bhara. Adam ke bete (yaani insan) Ko Kuch lukme hi Kaafi Hai Jo Uski Peeth Ko Sidha Rakhe Agar, zyada Khana Zaruri Ho To Tihaai Pet Khane Ke Liye, Tihaai Paani Ke Liye Aur Tihaai Saans Ke Liye rakhe”. -: (Tirmizi Wa Ibne Maza) Bhaiyo-bahno, aaj scienc bhi bolta hai ke zyada khana nuksan deta hai. Hamare nabi ki har sunnat mein faide hi faide hain, duniya aur akherat dono ke........ Allah hum sabko amal ki taufik ata kare. Aameen
Posted on: Sun, 25 Aug 2013 18:29:59 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015