∗ Khuda Ke Khas Bando Ki Pehchan Kya Hai ???????? (Y) ….Khuda - TopicsExpress



          

∗ Khuda Ke Khas Bando Ki Pehchan Kya Hai ???????? (Y) ….Khuda Wande Kareem Quraan-e-Kareem Me Uske Khas Bando Ke.......... Akhlaq (Nature) Ke Mutabik Surah Al-Furqan Ki Ayato Me Farmata Hai,....... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!»Ayat (63)....... {{ Aur Khuda Ke Khas Bande Toh Woh Hai ...... ... Jo Zameen Par Aahistagi Se Chalte Hai,..... .. Aur Jab Jahil Unse (Jahalat) Ki Baat Kare..... .. Toh Kahte Hai Ke Salaam (Tum Salamat Raho),.... .. (Y) Ayat (64). Aur Woh Log Jo Apne Parwardigar Ke Waste Sajde Aur Qayam Me Raat Kaat Dete Hai, (Y) Ayat (65). Aur Woh Log Jo Dua Karte Hai Ki Parwardigara Hamse Jahhanum Ke Azaab Fere Rehna Kyunki Uska Azaab Bohot (Sakht Aur Payedar Hoga),.... (Y) Ayat (65). Aur Woh Log Jo Dua Karte Hai Ki Parwardigara Hamse Jahhanum Ke Azaab Fere Rehna Kyunki Uska Azaab Bohot (Sakht Aur Payedar Hoga),»Ayat (66). Beshaq Woh (Jahhannum) Bohot Bura Thikana Hai,... {{SURAH AL -FURQAN}}
Posted on: Sun, 01 Sep 2013 16:40:42 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015