Kuch log kahte hai b.j.p bharastachari hai. Mahngai bada rahi - TopicsExpress



          

Kuch log kahte hai b.j.p bharastachari hai. Mahngai bada rahi hai. Aisa kahne walo ko mera jawab kya 2003 se 2013 tak ke sare ghotale b.j.p ne kiye kya 2003 se 2013 tak 10 guna mahngai badhi kya wo bhi b.j.p ne kiye .congress raj me na jane kitni maa ,bahno ki izaat nilam ki gyi kya wo bhi b.j.p ne kiye ,congress raj me mahngai ki wajah se garibo ko bhar pet bhojan milna mushkil ho gya kya wo bhi b.j.p ne kiye, gas ,petrol, disel ke dam bhi b.j.p ne hi badhaye, kya 2003 se 2013 tak desh par shasan bhi b.j.p ne hi kiya. Aisa kahne walo jawo jakar kahi chullu bhar pani me nak ragad kar mar jawo dharti ka kuch to bhojh halka ho jayega jb sahi aur galat me fark nhi samjh sakte to.
Posted on: Wed, 04 Dec 2013 05:31:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015