Kya tum duniya ki aag ko apne hath se chho sakte ho….kya tum - TopicsExpress



          

Kya tum duniya ki aag ko apne hath se chho sakte ho….kya tum duniya ki aag ko apne..hath se utha sakte ho…..kya tum duniya ki aag ko anpe gale mai dal sakte ho…Nahi na…to fir jara socho tum…Jahannam ki aag ko tum….kaise bardasht kar sakoge..jo diniya ki aag se 70 guna jayeda tez hai…..to fir jara jahannam ke bare mai bhi socho….aur sare haram kaam karna band karo…jo tum duniya mai kar rahe ho…..ye sare haram kaam tumhe…us aag ke kareeb le jayege…
Posted on: Mon, 29 Jul 2013 09:31:01 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015