Largest Iftar in the World "Al-Masjid al-Nabawi" Madin - TopicsExpress



          

Largest Iftar in the World "Al-Masjid al-Nabawi" Madin e Munnawara Madina Munnawara Main Aftari k Liye Bichaye Jane Wale Dastarkhuaan ki length 12 km hoti hai, Is par 12 lakh Rozay daar daily iftaar karte hain. . Is Aftaari pe daily 1 Crore 50 lakh Saudi Riyal kharcha hota hai. Aur Dunya ki ye sab se barri aftari 10 Min main samait li jati hai. Aur Farsh dho diya jata hai. Rozana 50 lakh dates aur 20 lakh Aab- e-Zam Zam ki bottles aftari main istemal hoti.. MASHA ALLAH. Kiran
Posted on: Mon, 15 Jul 2013 11:35:44 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015