Lyrics: Zindagi ka matlab hun aj mai tujhe sikhata ek nea rasta - TopicsExpress



          

Lyrics: Zindagi ka matlab hun aj mai tujhe sikhata ek nea rasta hun aj mai tujhe dhikata zindagi wo hai jesa tu hain chahta apni unglio pe ise hain tu nachata agr teri koi sath hai deta ye mt smjhi ke wo dil se chahta dobara madad krne pe wohi hai pashtata isliye mujhe kisi se nai koi wasta mil gya hai mujhe apna rasta akela aya hun akela hi chaunga is duniya mai apna naam bna ke hi jaaoonga par koi nai pta zindagi 2 4 din ki hai, par mujhe koi nai khta mrna ek din hum sab ne hai hisaab lena sabka, hmare rab ne hai isliye droo, sidhi raah pe chlo nai toh uper jaa ke sroo yaad rakh ke tu akela khra hain is duniya ke khilaf us duniya ke khalif jiska nai hai koi hisaab jahaan insano ki kimat insani ki bnayi hui chezo se hi kaam hai gam hai, jhaan insano ke libaas mai phirte hue janwro mai hmare se zyada dam hai kehte hain ke kuch pane ke liye khona prta hai kuch logon ko pane ke baad bhi rona prta hai footpatho pe sona prta hai srko pe uthna prta hai bhuka rehna prta hai or ganda pehna prta hai apni khuwaishon ko chupa ke, is duniya ki bato ko sehna krna prta hai un logon ko hum kehte hain gareeb naseeb, mai nai hai likhi unke taraki islie unhe gareebi hai takri yehi hote hain hmare roz ke ilfaz kyu ke nai hai hamare koi lihaaz dene or lene wala sirf uper wala hai shukr ada kr uska jisne dia tujhe niwala hai farq peda krna, hmari adat hai purani par kudrat hai bri siyani duniya ke cheze duniya mai hi hain reh jani jab teri uper jane ki bari hai ani tab tujhe ek hi baat hai stani toba kr leta toh shayed aj meri bakshish thi ho jani dua ke ilawa tab duniya ki koi cheez tere kaam nai hai ani isitrah hogi khtm teri kahaani kuch acha hone ke liye bura hona zrori hai tujhe bardasht krna meri majboori hai uper jake mujhe jawab hai dena maaf krdena hi maine seekha nai toh mujhe bhi ata hai dushmni ka mza lena ek gali se guzr kr usi gali se wapis mai na aoon ek jhote yaar ke hath ke niwale se acha hai, mai bhooka hi mr jaon zinda rehna ke liye har had se guzrna prta hai ek raste pe chal ke usi raste se murna prta hai gam ke sath jeena aur uper se hasna prta hai zinda rehne ke liye bhi mrna prta hai srna prta hai har us insaan ko jo duniya mai bn ke phir raha hai aewan bhool betha hai apna aeman aur jisko ko chla raha hai shetaan mera kaam, hai sach sunana sach dikhana, seedhi raah pe chlna aur seedhi raah pe chlana meri zindagi hai ek fasana jisme mujhe har baar hai awal ana krwana hai mujhe kuch yaad tujhe krwana hai gali gali nuker nuker mai el bajwa ko logon ne pehchana hai boht hath uper uthte hain par koi koi hi uper wale ke samne jukhte hain bohte samne se guzrte hain par koi koi hi rukte hain boht log sunte hain par koi koi hi amal krte hain aese hi hum log chlte hain phir beth ke apne kio pe haste hain jwani mai kuch kia nai or bhudapa pe hmare aeman jgte hain dosto ka koi wajood nai aur na hi bhaiyoon ki sule apis mai hi khandan ek dusre ko marne pe hain tule ajeeb baat haina? toh khush amdeed hmari duniya mai jahaan hum hi lge hue hain khtm krne is duniya ko kabhi kabhi aeene mai puchta hun apne saye se ke hum hi hain sab se akalamand ya hum hi han sab se behayahe
Posted on: Tue, 02 Dec 2014 22:46:31 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015