Mafhum-e-Hadith: Ramadhan ka Roza todney par kaffara Abu - TopicsExpress



          

Mafhum-e-Hadith: Ramadhan ka Roza todney par kaffara Abu hurairah Radi allahu anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne hukm kiya ek shaksh ko jisney ramadhan mein roza tod diya tha ki ek ghulam ko aazad karey ya 2 mahiney ke rozey rakhey ya 60 miskin ko khana khilaye. {Sahih Muslim, 2599 } ----------------------------- English Translation: Humaid b. Abd al-Rahman reported that Abu Huraira had narrated to him that the Apostle of Allah (may peace be upon him) commanded the person (who) broke the fast in Ramadan to free a slave or observe fasts for two (consecutive) months or feed sixty poor persons. {Sahih Muslim, Book 006, Number 2461}
Posted on: Fri, 11 Jul 2014 03:33:20 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015