< >> Maine kaha k bahut pyaar aata hai tum par, Wo muskura k - TopicsExpress



          

< >> Maine kaha k bahut pyaar aata hai tum par, Wo muskura k bole or tumhe aata hi kya hai. Main uska hoon, yeh tou main jaan geya hon lekin, Woh kis ka hai, ye sawaal mujhe sone nahi deta chalo achchha hua kaam aa gayi diwaangi apni, warna hum zamaane bhar ko samjhane kahan jate Kitni fikra he Kudrat ko meri tanhai ki, Jagte rahte he raatbhar sitare mere liye. Tu khamosh kyon hai ye to maloom nhi magar dil doob sa jata hai jab tu khamosh hota hai.... Zindagi Mai Hamesha Naye Log Milenge, Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge, Aitbaar Zara Soch Kar Karna, Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge Itna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya, Jitna aapki baaton par karte hain, Itna intezar to apni saanson ka bhi na kiya, Jitna aapke milne ka karte hain… Woh karam ungliyon pay gintay hain, Zulm ka jinkay kuch hisaab nahi.. Yeh bhi acha hai sirf sunta hai, DIL agar bolta to qayamat hoti... .. :P
Posted on: Sun, 24 Nov 2013 06:54:28 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015