Modi ji ka naam pm padd ke liye jab se ghosit hua hai tab se - TopicsExpress



          

Modi ji ka naam pm padd ke liye jab se ghosit hua hai tab se hindutav ka raag alapa ja raha hai isse pahle kahan the hindutav ke thekedar mai hindutav ka virodh nahi karta hoon ekta honi achchi baat hai par agar asli hindutav ko lana chahte ho desh me to kasam khao shri krishna ji ki shri ram ji ki modi ji ki ab se brahamman ki ladki dalit me byahegi dalit ke ladki brahamman me rajput ki yadav me yadav ki thakuro me thakur ki maali me mali ki saini me saini ki kashyap me kashyap ki gurjar me gurjar ki jaat me jaat ki sunhar me sunhar ki lohar me aadi kasam khalo aaj aise hi karna hai agar hinutav ko ek karna hai agar nahi karna hai aisa to ye hindutav ka natak band karo logo ko bewkoof banana band karo jo sahmat ho wo coment karen nahi to ignore karen.
Posted on: Fri, 07 Feb 2014 15:17:19 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015