Mujhe ya hamen aaj tak ek paise fb se kahin se bhi ra mandir - TopicsExpress



          

Mujhe ya hamen aaj tak ek paise fb se kahin se bhi ra mandir aandolan ke liye nahin milen aajtak aur na koi aaya 27 june ko fb se.Jo bhi 3 sanksh ne iss aandolan main help ki wo hamare pariwaar ya kareebi hain. Support & donation continues For ram mandir aandolan, A/C no ---- 5502500100631201 Bank - karnataka bank Branch -R.k. Puram Name - sarita tyagi IFSC-KARB0000550 Fir bhi ham ruken hain,na aagen rukenge,maine ram mandir aandolan ya ram mandir banne ke baad takshak party ke naam se party banani hain,jisko yeh parmukh kaam rahenge : 1. party ke andar aur party ke padd aur sarkaari naukariyon main 50 % reservation mahillaon ko. 2. party ka candidate kisi bhi istar par chunaav se pehle janta ko likh ke apna ishtifa denga ki main yeh kaam karunga agar 100 din main na karoon to mujhe padd se hata den. 3.Party ke neta aur sarkari naukari aur sabhi chunaav ladne walen ki retirement age 60 hogi aur minimum qualification 12 th hongi. 4.Jisko 2 se jyada bacchen hongi usse na election ladne diya jayega aur na sarkari naukari aur na suvidhayen sarkaar ki taraf se. 5.Kissano ki zameen sarkaar aur private companiyon main se jo jyada ki bolin lagayenga usko milengi ya wo kharid sakta hain. 6.Sarkari comapniyan suui se leke hawaii zehaaj tak banayengi,ek ek company har field ki hongi. 7.Thekadari partha khatam hongi. 8.Aarkashan sirf aarthik aadhar par honga. 9.Sarkari naukari karne waloon ka (judge or police bhi)har 1 saal ke liye taget diya jayega nahin poora karenge to bahaar. 10.Sabhi bachhon ki education free hongi chahen wo sarkari main padhen ya private main. 13.Ek desk ek kanoon aur ek jhanda kanyakumari se lekar kashmir tak. 14.Desh main koi kanoon banega to wo janmat sangarh se matlab public ki voting yeh nahin kuch neta apne fayden ki liyen kuch bhi toop den. 15.Padosi desh agar sima pe border pe aankh dikhayenge to unke ghar main ghush ke aaisa jawaab diya jayenga ki wo apni seema chood ke hamen den. Upar diye gayen siddhant main se ek bhi aaisa hoon jo desh hit m,ain na hoon to kahen aur isme se ek bhi agar kisi party main milta hoon to main usse join karna chaungi ya uske office main 5 saal tak jhaadu lagoon.Hamne aaj tak jo kahan wo kiya yeh party ram mandir banne ke baad hi banaungi yeh 1000000% sach hain chahen hamare paas do waqt roti ho ya nahin ya hamere paas mobile ho ya nahin.Hamne 5 protest kasab & afzal ki fansi ke liyen karen,1 aurat bandh kiya pehla anshan kiya 27 june ko ram mandir ke liye ab agla karenge 15 se 17 august tak issi haalat main paise ki kamin main,to party bhi banayenge aur iss sidhhant pe bhi kayam rahenge jarru.Hum hain guts walen jarrur takshak party banaken dikhayenge agle saal ke aakhir tak ram mandir banwa ke baad.Iske alawan jo bhi aapko neta milen jo upar di gayi baaton ko poora karta hoon to saath dijiye warna kisi bhi gadhe ghooda ko baintha dijiyen desh lootha rahenga aur paisa videsshoon main jaata rahenga. Jai shree ram Sarita Tyagi 8285642658
Posted on: Tue, 09 Jul 2013 10:05:39 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015