Munawwar hasan k bayan k bad Aaj Jumat e islami ne bhi aapny ammer - TopicsExpress



          

Munawwar hasan k bayan k bad Aaj Jumat e islami ne bhi aapny ammer ki soch ko supprt kr dia. Pak Army ne es bayan ko shuhada ki toheen qarar dia.. Sunni etihad k ullama sammet tamam Pakistan se hr halqy or hr tabqe se es bayan ko quomi ghadari qarar dia gaya.. Kuch ne ghadari ka muqadma dair krny ki baat ki. sawal ye hai k kiya ab k bad Imran Uncale or PTI mazeed KPK Govt me quomi ghadar party k sath etihad qaim rakhain gay?? Ya Iqtadar ki haws ghalib aa jaye gi ??
Posted on: Mon, 11 Nov 2013 14:46:15 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015