Na pochiye k kia Hussain hy .. mera badshah Hussain hy Shahid - TopicsExpress



          

Na pochiye k kia Hussain hy .. mera badshah Hussain hy Shahid e karbala ka nam jisko nagawar hy .. Wo bad nazar hy bad nasab Unhi me ye shumar hy Aray o munkir e nazar to mar zra qabar me chal PTA chalega kia Hussain hy .. Mera badshah Hussain hai Amal ka rehnuma bhi .. Jo shaahon ka hai shah bhi .. Esa badshah Hussain hy .. Deen ki panah Hussain hy ... SAR de k rah e haq me shahadat kharid ki Nana k do nawason ne shariyat kharid li Shahid wo k shahidon ko Jin PE naz hy Ye hochuka hy faisla na koi dosra khuda na koi dosra Hussain hy .. Sawaljb kia gya hai kon Tera peshwa .. To mne kehdia Hussain hy .. Mera badsha Hussain hai ..
Posted on: Fri, 15 Nov 2013 12:32:19 +0000

© 2015