∗ Nabiyo Aur Rasoolo Ka Jikr Quraan Me …. ★ Sawaal : Allah - TopicsExpress



          

∗ Nabiyo Aur Rasoolo Ka Jikr Quraan Me …. ★ Sawaal : Allah Ta’ala Ne Quraan Me Kitne Nabiyo Aur Rasoolo Ka Naam Ke Saath Zikr Kiya Aur Unke Kul Tadaat Kitne Hai.? » Jawaab : Nabi Aur Rasoolo Ke Kul Tadaat Kitne Hai Iss Ka Ilm Sirf Allah Ta’ala Ko Hi Hai. Quraan-E-Kareem Me Kul 26 Naam Saaf Saaf Alfazo Me Likhe Hai. ∗ 1…Hazrat Aadam (Alaihi Salaam) ∗ 2…Hazrat Idris(Alaihi Salaam) ∗ 3…Hazrat Nooh (Alaihi Salaam) ∗ 4…Hazrat Hood (Alaihi Salaam) ∗ 5…Hazrat Saleh (Alaihi Salaam) ∗ 6…Hazrat Loot (Alaihi Salaam) ∗ 7…Hazrat Ibrahim (Alaihi Salaam) ∗ 8…Hazrat Ismail (Alaihi Salaam) ∗ 9…Hazrat Ishaq (Alaihi Salaam) ∗ 10..Hazrat Yakub (Alaihi Salaam) ∗ 11..Hazrat Yusuf (Alaihi Salaam) ∗ 12..Hazrat Shoeb (Alaihi Salaam) ∗ 13..Hazrat Ayyub (Alaihi Salaam) ∗ 14..Hazrat Zhulkifl (Alaihi Salaam) ∗ 15..Hazrat Musa (Alaihi Salaam) ∗ 16..Hazrat Haroon (Alaihi Salaam) ∗ 17..Hazrat Dawood (Alaihi Salaam) ∗ 18..Hazrat Suleman (Alaihi Salaam) ∗ 19..Hazrat Iliyas (Alaihi Salaam) ∗ 20..Hazrat Uzair (Alaihi Salaam) ∗ 21..Hazrat Alyasa (Alaihi Salaam) ∗ 22..Hazrat Yunus (Alaihi Salaam) ∗ 23..Hazrat Zakariyah (Alaihi Salaam) ∗ 24..Hazrat Yahya (Alaihi Salaam) ∗ 25..Hazrat Isa (Alaihi Salaam) ∗ 26..Hazrat Mohammad (Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam). Aur 3 Ka Bayan Ishare Ke Tariqe Par Hua Hai, ∗ 1..Hazrat Shamweel (Alaihi Salaam) ∗ 2..Hazrat Yush’a (Alaihi Salaam) Aur ∗ 3..Hazrat Khizr (Alaihi Salaam). - (Tafser-e-Ahmadi Page-5. Fatawa Razviya Jild 6, Page 61) By>Rais Ahmad Raza Quadri .....
Posted on: Mon, 26 Aug 2013 08:12:31 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015