Nitish kumar , Advani ko secular mante hai aur Modi ji unko Hindu - TopicsExpress



          

Nitish kumar , Advani ko secular mante hai aur Modi ji unko Hindu wadi lagte hai..Ek baar ek journalist ne pucha Nitish kumar se ki "Advani ji ne Ayodhya mandir andolan kiya tha toh wo secular kaise ?" Nitish kumar ka jawab tha "Advaniji ne ayodhya andolan ke baad,pakistan gaye aur waha jinnah ji ke baare me padha aur unki tarif bhi ki thi" Nitish kumar ke hisabh se jo Pakistan me jaye fir isi,jinnah aur pakistan ki tarif kare Wo secular hota hai...lagta hai Uparwale ne Congress,Mulayam,Nitish aur left party ko Secular declare karne ki authority di hai...They even can deciede the critiria..aisa hai toh i love to be an orthodox,main Jinnah jaise khudgarz ki kabhi tarif nhi karunga... Do hell with their Secularism...!
Posted on: Wed, 03 Jul 2013 11:01:13 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015