O mujhpe karam sarkar tera Araz tujhe, karde mujhe, mujhse hi - TopicsExpress



          

O mujhpe karam sarkar tera Araz tujhe, karde mujhe, mujhse hi riha Ab mujhko bhi ho, deedaar mera Karde mujhe, mujhse hi riha Mujhse hi rihaaaaaaaa Mann ke mere ye bharam, Kachche mere ye karam Leke chale hai kahaan, Main toh jaanoon hi na Tu hai mujhmein samaya, Kahaan leke mujhe aaya, Main hoon tujhmein samaya, Tere peeche chala aaya, Tera hi main ek saaya, Tune mujhko banaya, Main toh jag ko na bhaaya, Tune gale se lagaya Ab tu hi hai khudaya, Sach tu hi hai khudaya Kun faya kun Kun faya kun Faya kun, Faya kun, faya kun, faya kun ..
Posted on: Mon, 24 Nov 2014 14:12:16 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015