Padho or jawaab do... Hum or humari countri ka har shakhs fir - TopicsExpress



          

Padho or jawaab do... Hum or humari countri ka har shakhs fir chahe Hindu ho ya musalman matlab wo kisi bhi Dharm ka ho har shakhs India me Aman wa shanti Or Bhai chara chahta hai, Magar humare Aaspas or humare beech me kuch log ese bhi hain jo jatiwad failakar Danga karwate hain ye Jatiwaad failane wale Asamajik tatva kattarpanthi Sangathan, jo Dharm ko Rajneetik party se jodkar Jatiwaad failate hain, Or Public or Dharmo ko ladwakar Danga karwate hain... Aaj jatiwadi log or jaatiwadi Bhrashtachari neta (politicians) jo Hinduwadi wichar dhara ke hain jo Raajniti or Dharm ko mix karke Jatiwad failakar Dharmo ko ladwate hain... Ye Aasamajik tatw sangathan Aatankwadi wichar Dhara (Atankwadi thinking) ke hote hain jo Jativaad failate hain or Dharmo ko Ladwate hain... Ye asamajik tatva sangathan Desh or samaaj ko Dharm ke Aadhaar pe Baatnaa chahte hain.... Ye Asamajik tatva sangathan India me bohot si jagahon par tanaav paida kar rahe hain or Dharmo ko ladane ka mahoul bana rahen hain... In Asamajik tatv sangathano ka ye Hindutva Agenda Hindu-Muslim me jhagda karwane ka hai... Inko to bas mandir-masjid par vivad paida karke jhagda karna ata hai... In Jallaado ki kartoot dekhne ke liye ek bar Gujrat ke dange ko yaad kar lena... Yaad karo Jab Gujrat me bekasoor musalmano ka katl e Aam karaya gaya... Yaad karo Jab pregnent aurat ka pet in jallado ne talwar se phad diya.. Yaad karo Jab Gujrat ki muslim aurato ka suhag ujada gaya, Yaad karo Jab Gujrat ke bekasoor musalmano ko jel me band kar diya gaya... jago indian Jago Aane wala p.m. Or Aane wali sarkar Ese Kattar panthi Aasamajik tatv sangathano ki Na Ho jisme zarra Barabar bhi insaniyat na ho... India ki Azadi ke liye musalman krantikariyon ne bhi apna khoon bahaya or apni jaan Gawai... Lekin muslim krantikariyo ka naam itihas ke panno se mitane ki koshish ki ja raha hai... India ka p.m. Esa shakhs bane jo jatiwadi na ho or esi party satta me aye jo jatiwaad na kare... Or musalmano ko unka Adhikar Dilwaye...
Posted on: Wed, 28 Aug 2013 17:15:29 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015