Pathan Pakistan main sultan mehmood gaznavi ke hamlon ke saath - TopicsExpress



          

Pathan Pakistan main sultan mehmood gaznavi ke hamlon ke saath majooda pakistan ke elaqon main aana shuru huye isse pehle yahan per pathano ki abadi 0% thee.. albata afghanistan main kuch tribes ki hasiyat main thay.. south oar eastern afghanistan punjabi land hai laikan pathano ne apni mosalsal hakoomat ki waja se yahan ki punjabi language oar culture ko khatam kardiya oar punjabi abadi ki pakhtoonization kar li. Swat, Dir , Chitral ye teen states thee 1947 main ye non pashtoon punjabi, Kohistani oar chitrali states thee inko KPK main shamil karna theek nahi tha.. Swat jo ke eik punjabi state thee laikan iska ruler eik pathan tha.. jabke Dir state ye kohistani logon ki hai oar chitral chitrali.. agar in teen states ko mila kar Kohistan province bana diya jaye to behtar hoga.. Agar punjabi jag geya to pathano ki hasiyat phir se eik trbe ki ho jayegi.. qn ke punjab Kabul se Dehli oar hamaliya se Qalat oar Sakhar tak hai.. Pathano ki hakoomat rehne ki waja se bohut se indeginous punjab tribes of Gandhara(KPK, FATA, Kabul, Qandhar) and Zhob valley apni punjabi language kho chuke hain oar wo ab pashto bolte hain.. asal pathan bohut thoray hain oar ye jitne bhi hain ye eik tribe hai jo yahan per bahir se aya .. Pakhtoonkha nam ki koi jaga hai he nahi pakistan oar afghanistan main ye punjabi sooba Gandhara hai jo ke pindi se le kar kabul tak tha..
Posted on: Thu, 22 Aug 2013 10:51:39 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015