Pesh-e-Khidmat Mirza Ghalib Sahab ke Sher jiska Englsih - TopicsExpress



          

Pesh-e-Khidmat Mirza Ghalib Sahab ke Sher jiska Englsih Translation bhi aap ki khidmat me pesh-e-nazar hai. Agar achcha lage tu tarif karna nahi tu gali mat dena. Tere waade par jiyee ham to yeh jaan jhoot jana Keh khushi se mar na jaate agar intezaar hota If you think that I had been living on your promise, it is a lie. For, if I had faith in you, would not of joy I would die. Kahoon kis se main keh kya hai shab-e-gham buri balaa hai Mujhe kya bura tha marana agar aikbaar hota Whom should I tell that the night of sorrow is full of pangs. I would not have resented the death, if it comes only once.
Posted on: Thu, 19 Sep 2013 12:35:41 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015