Qaatil Aur Maqtool Dono Dojakhi …. » Hadees : Nabi-e-Kareem - TopicsExpress



          

Qaatil Aur Maqtool Dono Dojakhi …. » Hadees : Nabi-e-Kareem (Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam) Ne Farmaya Ke, “Jab Do (2) Musalmaan Apni Apni Talwarein Lekar Bheed Jaaye Toh Qaatil Aur Maqtool (Marne Aur Maarne Wale) Dono Dojakhi Hain”. Puchha Gaya, “Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Qaatil Toh Khair (Zaroor Dozakhi Hona Chahiye Lekin) Maqtool Kyun?” Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya, “Wo (Maqtool) Bhi Apne Saathi Ko Maar Daalne Ki Hirs Rakhta Tha”. (Yaani Mauka Milta Toh Wo Bhi Use Zaroor Qatl Kar Deta) -: (Bukhari Shairf) » Sabak : Ek Dusre Par Waar Karne Wale (Muslman) Qaatil Aur Maqtool Dono Hi Dojakhi Hai.
Posted on: Fri, 30 Aug 2013 16:21:03 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015