Raat Day #23, Song #68 Talking about the versatile lyricist - TopicsExpress



          

Raat Day #23, Song #68 Talking about the versatile lyricist Anand Bakshi, here is a song from the 1969 movie Jigri Dost starring Jeetendra and Mumtaz, along similar lines as the earlier Julie song. This time though the music is by Laxmikant Pyarelal and the duet is between Mohammad Rafi and Suman Kalyanpur. Please enjoy: Raat suhaani jaag rahi hai dheere dheere chupake chupake.... raat suhaanii jaag rahii hai dhiire-dhiire chupake-chupake chorii-chorii ho prem kahaanii jaag rahii hai dhiire-dhiire ... chal rahe hai.n jaaduu tham gayaa zamaanaa dil churaa rahaa hai ye samaa.N suhaanaa paalakii chaman me.n phuulo.n kii utaar ke ye bahaar gaa rahii hai giit pyaar ke o aur javaanii jaag rahii hai dhiire-dhiire ... chaa.Nd kar rahaa hai pyaar ke ishaare ye hamaare nayanaa ban ga_e hai.n taare nii.nd ne na aane kii uThaa_ii hai qasam o nii.nd kaise aa_e man ke dvaar pe sanam o priit diivaanii jaag rahii hai dhiire-dhiire ... ek pahelii tum mujhase puuchho aa ga_e kahaa.N ham ye kisii se puuchho ye zamiin lag rahii hai aasamaan sii dil kii dha.Dakano.n me.n pa.D ga_ii hai taan sii o zindagaanii jaag rahii hai dhiire-dhiire ...
Posted on: Fri, 10 Oct 2014 05:29:38 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015