Ramadan🍋🍒🍇🍌🍐28thth June 2014. Lailat-ul - TopicsExpress



          

Ramadan🍋🍒🍇🍌🍐28thth June 2014. Lailat-ul Qadr🌠🌓 17th July to 26th July 2014. Eid-ul-fitr🐓🐓🐓- 28th July 2014. First day of hajj- 2nd October 2014 Arafat day🌁3rd October 2014. Eid-ul-Adh🐏🐄🐂🐪- 4th October 2014. May we live to witness all These in good health of body and sprit, 💖amin. Pls share the khayr with all your Friends 👬👭&Family👪. A Beautiful dua for thanking Allah for every moment: Allah Humma inni ala zikrika wa Shukrika wa husni ibadatikaImagine how many people will thank Allah if you forward Namaz Padhne K Dauran Me Hone Wali Bohat Badi Galtiyan, Jin Se Bachna Bohat Zaarori Hota Hai. (1) Jaldi Jaldi Namaz Pahrna,galti (2) Paon Or Ungliyon Ka Qibla Ke Tarf Na Hona,galti (3) Sajde k duran paaon ka zameen se uthh jana,galti (4) Imam Se Pehle Koi Arkaan Adaa Karna,galti (5) Rukuh Me Kamar Ka Seedha Na Hona,galti (6) Sajday Me Naak Zameen Per Na Lagana,galti (7) Sajde Me Kohniyon Yani (Kalaai ) Ka Zameen Se Touch Karna,galti (8) Attahiyaat Me Hath Ke Ungliyan Ghutnon Se Neeche Hona,galti. Kisi 1 Ko Send Kar Dain Kya Pata Aap Ki Wajah Se Kisi Ke Namaz Theek Ada ho jaye.’! NABI (S.A.W) Ne Farmaya: Jab Tum Kuch Bhul JaoTo Mujh Pe Darood behjo. IN SHA ALLAH Yaad Aa Jayga.Yeh Bahut Keemti Hadees Hai Sab Ko Batao. Hamare pyare NABI karim (S.A.W.) ne Hazrat Ali (R.A.) se farmaya\ aye Ali meri 5 wasiyatain meri ummat tak pohncha dena 1\ Azaan ho to namaz me jaldi karna 2\ Ghar me janaza ho to dafnaane me jaldi karna 3\ Agar koi naraz hai to uss se maafi jaldi mangna Q k zindagi ka kuch pata nahi 4\ Koi mehmaan ghar aaya hai to usski khidmat jaldi karna Q k kya pata woh kab ka ghar se nikla ho 5\ Jawan beti ghar me ho to usski shadi jaldi karna agar tofeeq ho to aap bhi hamare pyare Nabi (S.A.W.) ki 5 wasiyaton ko aage send karain khubsurat hadees: 1.Dua K Siwa Koi Chiz Taqdir K Faisle Ko Nhi badalti 2.Neki K Siwa Koi Chiz Umr Ko Nhi bada Sakti 3.Sadqe K Siwa Koi Chiz Musibat Ko Nhi Taal Sakti 4.Zakaat K Siwa Koi Chiz daulat Ko Pak Nhi kar Sakti 5.Allah taala Usa Shaks Ko Abad Rakhta H Jo Hadis padh Kar usey dusro ko pahunchaye . . . Likhne me kuch galti hui hogi to muje maaf karna... :)
Posted on: Tue, 27 May 2014 16:14:36 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015