Rehana Jately @ Kuch log Hazrat Umar ki dushmani m itny andhy ho - TopicsExpress



          

Rehana Jately @ Kuch log Hazrat Umar ki dushmani m itny andhy ho jaty hain k ye bhi nai dekhty k Hazrat umar Hazrat Ali k damaad hain Wo Hazrat umar ko gali dy k Asl main Hazrat Ali k damaad ko gali dy rahy hoty hain Aik aam sochny ki bat hai jo admi kisi se dushmani karta ho us se us ki khilafat ka haqq chheen liya ho gharaz k dusman ho Us se to koi b apni beti ki shadi nai kary ga....?Asal bat ye hai k In jaleel ul Qadar sahab karam k darmian koi dushmani na thi Na e Hazrat ali Hazrat umar k dushman thy na e Hazrat umar Hazrat Ali k dushman thy..In ki dushmani ki daastanain siraf Islam dushmanon ki phelayi hui hain ta k kuch log Ahle bait ki AAr ly kar sahaba se dushmani karty huye Islam ko Nuqsaan Ponchaty rahain Aur kuch log sahaba ki namoos k liye apas m larr k apny khayal main Islam ki khidmat karty rahin... Asal main ye dono kam dono garoh apna mazhabi fariza samjh k Sar anjam daty hain.. Aur Islam dusman Ham logon ki Islam k hawaly se Muhabbat ko expoite karty hain... Hazrat Ali ki beti umme Kalsoom jo Sayyeda FaTIMA Tu zahra se then un ki shadi hazrat Umar se hui thi. (bahawala)Taareekh e Yakoobi Page#150 jild#2 Alkaafi By Abu jafar Muhammd bin yakoob Kuleni=kitabunikah bab tarweej e Umme kalsoom Jild#5 Page#346..
Posted on: Wed, 07 Aug 2013 01:51:26 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015