Sad afsos...... aaj Ramdan kareem ki 20 ki shub ha.. main kisi - TopicsExpress



          

Sad afsos...... aaj Ramdan kareem ki 20 ki shub ha.. main kisi kaaam se apne city k main raod pe nikla... mene kuch Masajid ko buhat saja dhaja dekha... jese k shab e barat ho aaj ya kal ya shab e qadar.. gadi road pe park ki samne ake usi area k musalman mila jis se mene daryaft kia k aaj kia khas bat ha k aap k muhale ki masjid Dulhan ki tarha saj dhaj rahi ha... to unho ne kaha k aap ko pata nhe k ramdan kareem ka akhri ashra ha or 27 ko shabe nazool e Quran ha... Maine un se pocha kia Ali a.s ko Jante ho??? us ne kaha Alhamdolliha wo hamre 4 khalife hain, or islam k mohsin b hain.. Mene arz ki Janab Kal usi sahib e mOhsin e Islam Ali a.s ki Shahdat ha or Jo rat dhal gai wo rat usi sahib ( Amir ul Momnin Ali abne Abi Talib a.s) ki shab e zarbat thi wo b Masjid (Koofa) main... us ne kaha to kia howa insan ata e jane k lia ha... wo khuda ki marzi se shaheed howi... main us ka jawab sun k sakin hogya or wo mujhe us alam e afsos me salam kar k guzar gya... :(
Posted on: Mon, 29 Jul 2013 21:09:25 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015