Santa: Jyotishi ke paas kundli dikhane gaya: Jyotish: Tera naam - TopicsExpress



          

Santa: Jyotishi ke paas kundli dikhane gaya: Jyotish: Tera naam Santa hai ?? . Santa: Ji Jyotish: Teri biwi ka naam dolli hai ?? Santa: ji Jyotish: teri 2 beti hain ?? Santa: ji haa.. . . . Jyotish: tune abi 10 kg chawal kharide hain ?? . . Santa: aap to antaryami hain maharaj. Sirf kundali dekhake itna sab kuchh bata rahe ho. Aur aage kahona mahaaraj.. Jyotish: dafa ho jao yaha se.. Agli baar kundli leke aana, ration card nahin..
Posted on: Tue, 30 Jul 2013 18:04:24 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015