Santa or banta ne samandar ke kinarey ek board dekha jispe likha - TopicsExpress



          

Santa or banta ne samandar ke kinarey ek board dekha jispe likha tha- Doobte ko bachane wale ko 500 ka inaam.. Santa - me jump lagata hu, tu mujhe bachana, is tarah 500 rs. milenge, fifty fifty kar lenge.. . or ye kah kar santa kud gaya.. or banta khamoshi se dekhta raha Santa chilla ke - abe Mujhe terna nahi aata, tu mujhe bachata kyo nahi... . Banta - tune board ke niche jo likha hai wo nahi padha - "LASH KO NIKALNE WALE KO 2000 ka INAAM"
Posted on: Tue, 08 Oct 2013 07:30:24 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015