Sher ki ek din ki zindagi, Gidad ki Sau saal ki zindagi se - TopicsExpress



          

Sher ki ek din ki zindagi, Gidad ki Sau saal ki zindagi se behatar hai Kuch log tarikh ka hissa bante hai kuch log tarikh banatey hai .... Aiye aise Sipahi ki kahani tasviron ki zubani jante hai jis se duniya Sher-e-Mysore Shaheed Tippu Sultan k naam se janti hai .Shaheed Tippu Sultan ne akhri sans tak ek sache sipahi ki tarah angrezon ka muqabla kiya.Yahan tak K unke jism se Rooh alag hogayi per hath se Talwar alag na hui.Hazrat Tippu sultan ne pehli awaz uthay k hum junge azadi ladenge aur a hamare first freedom fighter of india bhi hai aur government Hazrat tippu sultan k birth anniversery per kyun government holiday nahi deti kyun k hum musalman hai ek bath me sache dil se batana chahta hoon k hum musalmano k liye yahan per huq nahi hai.aur ek bath my batana chahta hoon Hazrath tippu sultan k birthday sirf musalman hi kyun mana tha hai hindusthan mein sirf musalman he hai kya hundred me 95% persent hum mana the hai.thi kisi me taqat jo angrezon muqabla kar sake woh Quality sirf musalman thi aur woh taqat musalman thi,ajj b hai , aur woh taqat qayamath tak rahegi.mere yahan sub brothers N sisters a request hai ap sub log jago jab tak hum k liye nahi ladenge tab tak a milne wala nahi hai. WISH U HAPPY BIRTHDAY HAZRAT TIPPU SULTAN R/H
Posted on: Thu, 20 Nov 2014 06:25:32 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015