@SriSri Today Janardan se moksha mangiye aur shankar se gyan - TopicsExpress



          

@SriSri Today Janardan se moksha mangiye aur shankar se gyan mangiye. Magar hain dono ek hi Tum apne patra ko saaf rkho bhagwan tere bhitar kabhi bhi utar aayenge Jo desh kal se upar h wo mahadev h..isliye sb grahon k malik h shiv ji! sbko thik 2 jagah bitha denge Vastu is space related and astrology is time related. But Shiva is bigger than both space and time. Dont you all get whatever you wish for? This is the joy on the spiritual path Aadhyatm ka rasta leke bhagode nhi banana. apna ghr bhi samhalana h isko bhi samhalna h yahi h sadhna ka rahsya. What is the difference between #Knowledge & #Consciousness? @SriSri: Knowledge is structure in consciousness. Jahan jahan tum divyata dekhte ho waha mai hi hoon. In The Bhagavad Gita, Lord Krishna says Wherever you see divinity, Im there. And nothing in this world can be devoid of Shiva. Tadap hi ishwar h.tadap jab ishwar k liye ho to siddhi aajati h. Parmatma ke liye Tadap aajaye to Tum Chakravarti ho gaye. The essence of all scriptures is to respect time and never waste it. Samay mat gawaon samay prasad h kaal ek prasad h ye maanna chahiye Kaal ek bhagawan se diya hua prasad hai. Time is sacred. Shiv ji bhole h sbko var dedete h jo jisko chahe dete h.tum bhole ho jao nath tumhare ho jayenge! isliye shiv ji bholenath h Q- Gurudev ye Duniya kyun bani. ? G. Mere liye bani . ;). ab aap kahoge Duniya mein samasya kyun hai? Samasya hoke bhi aap Duniya mein fas jate ho,samasya na ho to aap kabhi Bahar nahi ayenge.
Posted on: Mon, 04 Aug 2014 15:01:48 +0000

Trending Topics




[08:59, 31/07/2014] Quabhena Emmamens: Italian Serie A side Napoli

Recently Viewed Topics




© 2015