Surah Ikhlas ki FAZILAT in Ramzaan { Part 4 } ** 84,00,000 - TopicsExpress



          

Surah Ikhlas ki FAZILAT in Ramzaan { Part 4 } ** 84,00,000 Eighty Four Lakhs NAFIL NAMAAZ padhne ka sawaab ** ALLAH ko subse zyada Mehboob ( likeable ) SURAH surah ikhlas ( QUL HUWALLAHU AHAD) 300 Bar Padhne per.. hadees: Pyare NABI sal lal lahu alihi wasallam ne farmaya aye ABU ZAR (radi allahu anh) BESHAK tum subah jaker ALLAH ki kitab (QURAAN MAJEED ) ki ek aayat PADHO ya seekh lo ye Tumhare liye 100 rakaat NAFIL NAMAAZ padhne se bhi badhker hai.. refrence~> (ibne maj jah ) volume no: 1 page no :79 hadees no : 219 PYARE NABI sal lal alaihi wasallam ki is hadees ke hawale se SURAH IKHLAS mein 4 aayat hain.. toH is SUREH ki ek 1 aayat padhne per 100 rakaat nafil namaaz ka sawaab mila. 4 aayat yani pura surah 1 time padhne per 400 Rakaat Nafil NAMAAZ ka Sawaab milega..! ager koi is SUREH ko 300 times padhega toh 300 X 4 = 1200 Aayat padhne ka Sawaab Mila Aur 300 X 400 = 1,20,000 Rakaat Nafil NAMAAZ padhne ka Sawaab Padhne wale k Naam E Aamal mein likkha jayega..!! note : ye fazilat regular days ki hai..!! RAMZAAN mein +70% sawab badha diya jata hai..!! So Ramzaan mein 300 times padhne per 1,20,000 X 70 = 84,00,000 Nafil NAMAAZ padhne ka sawaab Padhne wale k Naam e Aamal mein likkha Jayega .. So daily 300times Routine banalen..!! Allah her Musalman padhne se Zyada Amal kerne ki Hidayat de .. aameen..
Posted on: Sat, 05 Jul 2014 10:56:21 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015