Top 10 dialouge of Once Upon a Time in Mumbai Dobara 1 Peene ki - TopicsExpress



          

Top 10 dialouge of Once Upon a Time in Mumbai Dobara 1 Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauff ... kabhi bhi kam nahi hona chahiye 2 In award ki keemat sirf ek saal ki hoti hai ... par duayein hamesha saath deti hai ... is liye kehna chahongi, bus dua mein yaad rakhna 3 Agar main hero ban gaya ... toh meri pehchaan bura maan jayegi 4 Suna hai upar waala achche logon ko bahut jald apne paas bula leta hai 5 Hero kya hota hai? ... pyar ke liye ladne waala, dosti ke liye marne waala ... kismat se fakeer par himmat se bhara hua ... sharif aadmi 6 Dafan toh sabne hona hai ek din ... jeete ji dab gaya toh jeena mitti hai 7 Apni dosti tire aur tube jaisi hai ... hawa teri nikalti hai aur beth main jaata hoon 8 Apne dhande ki ek saying hai ... jahan teen ka tikda, wahan kaam bhigda 9 Khiladi tha ... ab pura khel hoon 10 Mohabbat woh mohra hai jiski wajah se bade badhon ko maat mili hai
Posted on: Thu, 15 Aug 2013 14:34:22 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015