Translate it (including advanced learners) Hazrat-e-Insan (The - TopicsExpress



          

Translate it (including advanced learners) Hazrat-e-Insan (The man) azal say (since start) bagee (rebel) raha hai is tajasus (curiosity) ki boath kemat ada ki insan nay.Adam(A.S) ko be isi tajasus nay janat say bedakhal (get out) karvaya, insan apni fitrat(nature) say majboor(constrain) hai usay jis kam say roka jata hai, woh ose kam ko zaroor karna chahta hai , yahe nazrea(ideology) sawab(reward) or gunah (sin) pay be galib (dominate) hai.hamain Khuda nay jin gunah say mana (forbid) keya hai hum wohe karna pasand karty hain.is ke mesal yun he hai jasay kisi bemar ko doctor jis khanay ka perhaiz batata hai ,mareez wohe khana pasand karta hai.ilm k darwazay par aksar aisa he tajasus dastak (knock) deta hai , jitna ilm barhta jata hai uthna he tasus barhta jata hai.lakin jahan say insan ki soch khatam (get an end) ho jati hai ,wahan say Allah apni hikmat (wisdom) wazeh karna shuru karta hai.
Posted on: Mon, 27 Jan 2014 05:20:43 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015