Tribute to Begum Akhtar - Posting my top 5 favs sung b - TopicsExpress



          

Tribute to Begum Akhtar - Posting my top 5 favs sung b her Another very beautiful ghazal by Begum Akhtar . She gave us a masterpiece to listen and one can but marvel at the genius of her voice and Shakeel s poetry . A ghazal for a lifetime lyrics below: Mere Humnafas, Mere Humnawa, ... Mujhe Dost Ban Ke Daga Na De.. Main Hoon Dard-e-Ishq Se Jaan-Valab,.. Mujhe Zindagi Ki Dua Na De... Mere Daagh-e-Dil Se Hai Roshni, .. Isi Roshni Se Hai Zindagi... Mujhe Darr Hai Ae Mere Chaaragar, ... Yeh Chiraag Tu Hi Bujha Na De....... Mujhe Ae Chhorh De Mere Haal Par,.. Tera Kya Bharosa Hai Chaaragar.. Yeh Teri Nawazish-e-Mukhtasar, .... Mera Dard Aur Badha Na De.... Mera Azm Itna Buland Hai .... Ke Paraaye Sholo-n Ka Darr Nahin..... Mujhe Khauf Aatish-e-Gul Se Hai, ... Yeh Kahin Chaman Ko Jala Na De... Woh Uthein Hain Leke Hom-o-Subu, ... Arrey O Shakeel Kahan Hain Tu... Tera Jaam Lene Ko Bazm Mein ... Koi Aur Haath Badha Na De!..... youtube/watch?v=XYgG6SiX7ZE .
Posted on: Mon, 06 Oct 2014 17:31:20 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015