Wo Pyar Ka Sabot Dikhaya Karta Tha Ansu Baha Kar Humein Manaya - TopicsExpress



          

Wo Pyar Ka Sabot Dikhaya Karta Tha Ansu Baha Kar Humein Manaya Karta Tha, Yay Zindage Sirf Tum Sey Wabasta Hey. Aksar Ye Bat Humein Bataya Karta Tha, Us Ki Baaton Mein Kuch Aisa Asar Tha, Main Barish K Bina Hi Bheeg Jaya Karta Tha, Sone Ki Fursat Kaise Thi. Wo Humein Sari Rat Jagaya Karta Tha, Becheni Jb Had Sy Bhar Jati Thi, Wo Jee Bhar K Gale Lagaya Karta Tha. Wo Itni Muhabat Karne Wala Badal Gaya. Jo Her Bat Par Meri Qasam Khaya Karta Tha.!!!!! < Heart Thief >
Posted on: Sun, 03 Nov 2013 17:30:24 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015