Wo tamaam meri himaqatein jo huein gunah ki chhaon mein.. Wo amal - TopicsExpress



          

Wo tamaam meri himaqatein jo huein gunah ki chhaon mein.. Wo amal ki saari kasafatein jo likhi gai hain fizaon mein Teray samnay hai zara zara, teri zat waqif-E-haal hai Main bura sahi.. mujhy bukhsh day, meray dil ko sakht malaal hai.. Meri neend ankhon say dur hai,. mera maazi etna kharab hai.. Ye karam hai rab-E-jahan tera.., meray her gunah pe naqab hai.. Tujhy ekhtiyar hai sab ka sab, .. mera tujh say etna sawal hai... Tu maaf ker Tu kareem hai, Tu rab-e-zuljalal hai...!! #somin
Posted on: Mon, 30 Sep 2013 10:48:46 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015