Wohi RUB ha jo Subha neend se Jagata ha! . Us Insan ko jo sara din - TopicsExpress



          

Wohi RUB ha jo Subha neend se Jagata ha! . Us Insan ko jo sara din ALLAH ki na farmaniyan krta h, . kbi jhot, kbi sood, kbi gali kbi kch . Or Jb Raat hoti ha to sula deta ha Or aisay sulata ha Jaisay sara din 1 b na farmani na ki ho. . Halan k Zameen pukar uthi, . Pahaar Ro Pare, . Ya ALLAH ye kya ho raha ha? Tu in ko pakrta Q ni? Tu in ko marta Q ni? Ijazat de hum in ko Mita den. . ALLAH farmata Ha Khamosh raho, Me Is Ki Toba Ka Intezar Kr Raha hon, . Kabi to Toba karay ga.... kya aisy Raheem PARWARDIGAR ki hum phr b nafarmani karen ge? Ya Rab hamein mauf farma (Ameen) Subha Bakhair`^€|~ (Jumma mubarik to all the Muslims,,apni dua0n ma yaad rkhna)
Posted on: Fri, 27 Sep 2013 04:13:26 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015