Yahan pal pal jalna parta hai Har rang mein dhalna parta hai Har - TopicsExpress



          

Yahan pal pal jalna parta hai Har rang mein dhalna parta hai Har mor pe thokar lagti hai Har haal mein chalna parta hai Har dil ko samjhne ki khatir Bas khud say larna parta hai Kabhi khud ko khona parta hai Kabhi chup k rona parta hai Kabhi neend na aye phoolon pay Kanton pay b sona parta hai Kabhi mar k jeena parta hai Kabhi jee k marna parta hai Kabhi to khushiyan loat k ayen gi is ehsaas pay jeena parta hai ye mumbai hai mere dost yaha aise hi rehna padhta hai.
Posted on: Thu, 07 Nov 2013 19:14:51 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015