Yeh zameen aasman, yeh sadi, yeh jahan Yeh chaman, yeh fiza, - TopicsExpress



          

Yeh zameen aasman, yeh sadi, yeh jahan Yeh chaman, yeh fiza, kuchh rahe na rahe Pyar to hamesha rahega Pyar to hamesha rahega Mere dil mein kaun hai Dhadkanon mein kaun hai Kaun hai nazar mein Sirf tum, sirf tum, sirf tum Aankhon se milti hain aankhein Ho jaati hain dil ki saari baatein Betaabi mein din kat-te hain Karavat lekar kat-ti saari raatein Harpal badhta jaaye ismein aisa hai nasha Dil ne yeh pukara aur deewanon ne kaha Pyar to hamesha rahega Pyar to hamesha rahega Na duniya ki daulat maangein Na chaandi maangein na maangein sona Jaati dharam mazhab na maane Ho jata hai jab jis se hai hona Vedon mein likha hai aur granthon mein padha Sabne hai yeh mana aur sabko hai pata Pyar to hamesha rahega Pyar to hamesha rahega Mere dil mein kaun hai Dhadkanon mein kaun hai Kaun hai nazar mein Sirf tum, sirf tum, sirf tum Yeh zameen aasman, yeh sadi, yeh jahan Yeh chaman, yeh fiza, kuchh rahe na rahe Pyar to hamesha rahega Pyar to hamesha rahega.
Posted on: Mon, 05 Jan 2015 07:14:19 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015