aaj mai ek bat share kar na chata hoo shaid ap sub ko status up - TopicsExpress



          

aaj mai ek bat share kar na chata hoo shaid ap sub ko status up date ho gay ga LEKIN JO MERI TWITTER k id mai hai mera name furqan khan hai mai rathaa hoo block j north nazimabad mai mai soch ta bhoot hoo hir cheese pe jasa k apni mulk k bari mai apni bari mai awaam k bari mai is dunya k bari mai jo khuda ne bani hai insaan k allah ne bania insaan ko hir cheese sa nawaza jasa k maa bap behan bhai meri family dunya k ash or aram dolat sa be dee phir be insaan ke wants unlimited hai aaj dunaya itni kharab hoo gay hai k bacha ap maa bap k be nehi sun ta bus samaj ta hai k hum ap bari ho gay hai is story mai mai be samal hoo or wo jo ana wali nasal k lehi maa bap kata raha hai k bata bhare mat jow mohal bhoat kharab hai bachi abba hamai pata hai k bhare kya hoo raha hai karachi mai itna volince ho raha hai k ap ko koy be safe nehi hai bhare to boor k bat ghar mai be safe nehi hai or to or mazaid be safe nehi hai namaz pari to kaha mazaid mai ya ghar mai kaha gay hum apnay is khub surat mulk ko chor k plane k ticket itna manga hai garib awaam lehi to kaha sa her jaja batha khori bhata nehi do to mer gata hai or uper sa damki be data k hum tumari bacha ko mer da ga dana to per ta hai or aesi pasay sa bari bari asla kharad ta hai or ser per tang data hai parvaz mushraf k jana k bat pakistan mai taliban sherpashan gangwar sa sub kon lehi hai zerdari or zerdai ko lena wala kon hum awaam hmmmmmmmmm soch ne k bat hai aaj itni mengai hai k ek middle class admi apna ser kuga ra ho ta hai k itni mengai hai kar ta kya kara bazar jow to 80to90 rupay payaz oooooof dus hazar mai to ghar k soda hmmm thori sa dal or sabsi parvaz nushraf k time mai to in pasay k bhoat amait tee aaj dus hazar mai to bus guzara he ho raha hai hmmm soch ne k bat hai mai kya kahu ap sa ya hemeri mulk k halat hai gari sa gari ho raha hai koch saal k bat ager imf k pasay nehi lutaya gay ga to pakistan ko poor country k name dia jay ga or hameri politation dus bata rathi hai or muzakrat kar nehi chalay taliban sa wo taliban jow kesi k nehi sun ta is sa ya pocho k fogh waha fight kar rehi hai or hemeri politation cheli muzakrat kar ne hahaha idiot aaj quaid-e-azam yaa dak k to bus kaha kata kata na k meni is mulk ko pani k lehi 40 years sa be zada apni zendi kurban kar da or hum ne kya dia is mulk ko wo to bachara mulk to dak k chalay gay saWal sa ata hai k hum ne kya dia hai is mulk ko kya dia sir logo k khoon kharaba or target killing bus juti juti akwa pla ta ratha hai ya sub media wali jut bol ta hai fertabi makeria galia or to or leadies k buri buri nazro sa dak na in k lehi buri alfaz is tamal kar na kya hum merd kuch be kar ta hai koy nehi kata aurat koch kara to wo buri ho jata hai kyu kyu aurat k sat hee kyu ho ta hai zera zera sa bat pa husband apni biwi ko ya to jaan sa mer data hai ya to tazab sa jala data hai pari lekhi ho k bat be hum jahil hai dunaya hum pa has ta hai 90 person to pakistan k awaam jahil hai 10 person pari lekhi jo pari lekhi hai wo aaj bhare buseri mulk mai ash kar rehi hai or yaha jow be banda kesi bari admi k khalaf awaz auta chaya to is sa damkia mil ta hai ya to is sa mut k gat autar dia gata hai jasa k shahzab khan is k behan ko chare raa to is ko mut k gat autar dia or mujram khuli aam ghum raha hai kya bat hai or ab koch din mai ya case dab gay ga ager mai shahzeb ke khandan k hota na shahruk jutai ko mut k gat auter data ta kyu k ya islam mai hai ap sub sa ek bhoat zaber dus bat share kar ne chau ga hazrat muhammad saw k bat ek koy ta jin k muji koy name sehi sa yead nehi ya meri teacher ne batia ta mai un k name nehi lu ga jin sab k bata ta is ne ek bhoat bara guna kar dia ta to in sab ne apni bata ko mer dia sab ne kaha k ya to ap k apna bata hai to ap ne kyu mer dia to in sab nehi farmiha k ager mai is sa is dunaya mai saza data sut ta hoo to allaha k pas ga is k guna maaf kar waha sut ta hoo lekin ya to aulta ho raha hai yaha parents apni bacho k sat da re hai bachi guna kar k ara hai or parents pasay kaha kaha k case ko rafa dafa kia ga re hai to bahi guna to guna ho wa ya hai dunya pasay ko khuda mana jata hai tuba is tak war is k pass pasay hai log is k pachi bat ta hai or ager koy gari hai to is ko dak k mer k lakala gata hai or pasay wala ho to isat de jata hai jasa k wo apni jAidAD ya to apni beti da da ga aaj hum ko koy nehi poch ta kyu pasa nehi pasa nehi ho ga to koy be lerki ap ko muu be nehi lehi ga sehi bat hai hum jis o like kar ta hai aaj tak koy reponse nehi dia 3 saal ho ne ko jaa re hai is ko kya pata k hum jinda BE HAI YA MERGAY aaj tak to ai nehi hum sa mel ne abi be hum is k intazar kar ra hai koch ho bura bala kata hai hamera bus na chala k hum is insaan k mu tor da hemeri pasand ho bura bala kaha hum mer gay k is k bana kyu k hum is sa bhoat pasand kar ta hai meri kaheni abi khatam nehi huu wee
Posted on: Mon, 07 Oct 2013 22:29:03 +0000

Trending Topics




© 2015