admin:aslm ===in baton ko padhne aur amal krne wale bahot kam log - TopicsExpress



          

admin:aslm ===in baton ko padhne aur amal krne wale bahot kam log hain ====Dukh dekar Maa Baap ko koun Sukh pa saka Aslam } ---------- { Yahi markaz hai Sukoon ka Yahin se Rahat milti Hai } ----------- =Maa tum duniya ki azeem tareen hasti ho. = Maa tumhare bagair duniya ka har rang adhura hai. = Maa jab mai tumhare paas hota hun to har gam mujh se door hota hai. = Maa tum wo wahid hasti ho, jo mere har dukh ko samajhti ho. = Maa meri takleef ko apne andar mahsoos karti hai. = Maa tujh bin mai adhura mera wajood na mukammal hai. = Baap ka ehteram karo ta k tumhari aoulad tumhara ehteram kare. = Baap ki izzat karo ta k us se faiz yaab ho sako. = Baap ka hukum mano ta k khush haal ho sako. = Baap ki baten gour se suno ta k doosron ki na sunni paden. = Baap k samne uncha na bolo warna Allah tumhen nicha kardega. = Baap aik zimmedar insan hai jo apni khoon pasine ki mehnat se ghar chalata hai. = Baap aik muqaddas muhafiz hai jo sari zindagi khandan ki nigarani karta hai. = Baap k aansu tumhare dukh se na gire warna Allah tala tumhen jannat se gira dega.
Posted on: Thu, 21 Nov 2013 09:08:52 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015