ek baar Santa ek retail shop me salesman ki naukari par lag jata - TopicsExpress



          

ek baar Santa ek retail shop me salesman ki naukari par lag jata hai, uske join karte hi 1 mahine mein retail shop ka munafa teen guna badh jata hai ek din retail shop ka maalik santa ko chhup kar dekhta hai ki vo kaise cheezein bechta hai santa ne ek aadmi ko fishing karne wali boat bechi 5000 rs ki phir santa ne kaha ki waha dhoop bahut hogi, topi bhi le lo, aur 500 ki topi bech di phir 500 ka machhli pakana ka chara aur kaanta󾟿 phir machhli pakadne ka jaala 1000 rs ka aur isi tarah bol bol kar usne 3000 rs ka tent 󾠆bhi bikwa diya us khareed dar ko jab us khareeddar ne 10,000 ka bill 󾕁chuka diya to maalik bahut khush hua aur santa se bola ki vo customer sirf 5000 ki boat khareedne aaya tha aur tumne us se 10,000 ki payment nikalva li, main tum se bahut khush hoon itne mein santa ka jawab sun kar maalik hakka bakka reh gya santa bola ki vo customer to sirf whisper 󾔵lene aaya tha, keh rha tha ki uski Biwi ke periods chal rhe hai Maine bola ki teen din ghar 󾒱 par baith ke kya karoge, Jaa kar Machhli hi Pakad laao.
Posted on: Sat, 26 Oct 2013 18:21:43 +0000

Trending Topics




© 2015