jab bhi piche mudke dekhu to yad ata hai wo ladka jisko tenth me - TopicsExpress



          

jab bhi piche mudke dekhu to yad ata hai wo ladka jisko tenth me distinction milnepe dost ke pita jine wo apne pita samzne laga tha unse jindgi ki pahli chappal mili thi college jane ke liye roj ek hi dress pahneke college ata tha aur dostoko kahta tha muze yahi dress pasand hai apni fakiri chioana use ane laga tha per dhure dhure usi fakiri ko khulake bolne laga tha bahut dost mile usko jinone uske talents ko uski amiri bana diyana use rone diya na harne diya uski har ek mushkil ko usase dur rakha un dostone kudrat ka karishma tha ke usko dekhake koi manta nahi tha uski fakiri ko na yakin ata karte the uski garibi pe lagta to tha amir ghar ka per juti dekhake pahchante the fakir hi hai kaise kiya uske dostone pata nahi chal paya per college ka hero ban gaya use ek dress pe aur usi slipper ke sath.dostoka fashion tha college me ek hi notebook laneka per uski to majburi thi wo auroko wo fashion lagti thi jisko jo munkin tha unone kiya kisine book diye to kisine pen kisine tifin diya to kisine pyar ,journal to usane kabhi likha nahi per teacherone ure marks de diye har exam me, dusoreke cycle pe college jaya karta tha per dost khud uska intjar karte the usko kisine intjar nahi karwaya wo dost nahi the fariste hai uskeliye ajbhi khud ke ghar pe shrikhand puri khane wale uski make hath ki sukhi roti ko tandur samzte the to ma bhi usape garv karti thi samzna to mushkil hai ajbhi mere liye kya tha wo jiske karan khuda ne wo bande bheje hai mereliye dost aj to sab kuch hai mee pas ma bap ke siwa per jab bhi mushkil me hota hu ap logoko yad karta hu to mushkile apne ap dur ho jati hai samne tum hajaro bar ate ho per kah nahi pata apse apka kya mol hai meri jandgi me isliya likh diya usko to ma ne apnese dur jane nahi diya lekin tum logo ki udane mai khud mahsus karta hu tum to mere pankhome takat bhar gaye ho udneki fir bhi mai yahi rahkar ap logoko bulata rahunga aur jo apne kiya hai jo apne diya hai wohi yaha mere jaise dosto me karta rahung apki har wo koshish jo mere liye thi wo her koshish mai karta rahunga bura mat mano dosto itne kam lines me mai apke ahsan nahi likh raha hu ye to bus dil halka karne ki bat hai warna ye galti mai kabhi nahi karta khuda agar kisiko kuch dena chaye to bus mere dosto jaise dost dena jo ma bhi hai bap bhi wohi bhai bhi hai aur ahan bhi wohi hai mera pyar aur mere hamsafar bhi ........... hamesh mera sath dena dosto apke bina jina mushkil hai adat jo ho gayi hai apki
Posted on: Fri, 26 Jul 2013 15:49:45 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015