jamiya miliya islamiya univericity new dehi ko bataya aatankwadiyo - TopicsExpress



          

jamiya miliya islamiya univericity new dehi ko bataya aatankwadiyo ka trenig senter. Akmal raqib khan s/o abdul raqib khan r/o jarwa road tulsipur diss.balrampur jo ki j.m.i.u. Ka B.A Urdu ka111rd year ka student hai akmal 6:30pm ko shugar factory ki tarf ja raha tha chungi naka ke paas police wahan janch kar rahi thi prarthi ko bhi sipahi chandra shekhar chauhan ne roka aur gadi ka kagay manga kagaz le kar sipahi ne kagaz maujud daroga ram kishan rana ko de diya kafi der tak kagaz na milne par manga to daroga ne name poocha prarthi ne apna aur apne univercity ka name bataya waise hi daroga ne gali gupta karte hue kaha ki teri univercity to aatankwadiyo ka adda hai waha gunde aur aatankwadi pale jate hai aur tu bhi tarai chchetra ke aatankwadi ho shiksha ke name par 1 saal ki trening le kar aatankwaad failane aae ho. Itne par hi unka gussa kam nahi hua aur sab ke saamne muslim dharm ko aatankwadiyo ka dharm kaha aur musalmano ko jati soochak gali seedhe aatankwadi kaha aur sipahi ne bhi islam dharm ka mazak udaya gali galauj dete hue prarthi ko farzi mukadme md fasane ki dhamki di tabh prarthi ke pita aa gai aur daroga ji se vinamrta poorwak gaadi chhodne ki baat kahi uspar prarthi ne virodh kiya to polic gali gupta dete hue tlp. Thane le aae aur raarte bhar dhmkiyo ke saath islam ke khilaf tarah tarah ke abhadr shabd kahte rahe thane par la kar kaha ki agar kisi adhikari ya neta ke paas gai to farzi mukadme me fasa kar poore parivar ki zindagi barbad kar denge. Is ghatna se prarthi aur poora parivar kafi bhaibhit hai prarthi ko daroga ke is durvewhar se poora vishwas hai ki wah prarthi ki hattya bhi karwa sakte hai agar prarthi ya uske saath koi ghatna ghati hai to us ghatna ki poori jimmedari daroga ram kishan rana auq sipahi chandra shekhar chauhan ko samjha jai prarthi apne saath hui bezzati se dimagi taur par itna pareshan hai ki insaaf na milne par aatm hattya jaisa kadam uttane par majboor ho jai ga. Jis ki saari jimmedari prashasan ki ho gi. is ghatna ke bare me aap aam janta apni rai de. Kya karyawahi honi chahiye aise adhikari aur karmam chari ke saath.
Posted on: Thu, 04 Jul 2013 09:21:43 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015