oxygen,water,food,light,exercise ki bate bani saheliyonki - TopicsExpress



          

oxygen,water,food,light,exercise ki bate bani saheliyonki routine....... piyu: ajkal hava yane oxygen hi thikse nahi milta hai....jo ke jine k liye jaruri hota hai.... nhi to pta hai na human being ya koi bhi jivit chij hoti hai vo (usko kit bacteria lag jata hai )((saad jati hai body))... kamala: han sahi bat hai bachpanme padha tha ke oxygen na milnese har jivit chij saad jati hai usko kide padd jate hai....to hawa jaruri hoti hai iinsaan n jivit prani ke liye...oxygen is important... piyu: aur nahi to kya....isiliye to ghar ki khidkiya darwaje khule hone chahiye aur unko safety honi chahiye....aur vese bhi ajkal jo net wali khidki ya ati hai usmese itni hawa nhi ati andar...to isiliye khidki aur darwaje kholna hi chahiye ...chorr chako ke dar se kyo bhala din bahar gharko band rakhe... kamala: han sahi bat hai mera ghar pure ek mahine ke liye band tha q ke me padhayi ke liye shor sharaba nahi chahti thi par room me oxygen na hone k karan hamesh behosh hoti hoti aur bas pdhai ki vaat lagti.... piyu: han janti hun tabhi to bola ke gharme hawa rehne de... kamala: aur to aur pani bhi to jaruri hai bacteria yane ke sharirme kide na pade isiliye.....isiliye to naha na jaruri hai....take sharir ko kidonse bachaya jaye....isiliye water is also important....jine k liye... piyu: very good...sach bola... piyu: aur khana bhi to jaruri hai....agar apni tabiyat thik nahi hogi agar bhuke reh reh kar to socho ham jinse pyar karte hai unko khushi kaise de payenge.... kamala: haan.....sahi hai........ kamala: aur light bhi to jaruri hai ankho ke liye kyo ki.....hmare ankhonko roshni ke vajahse dikhta hai...aur vo strong banti hai,,,,,andhere me reh reh kar ....ham andhe ho sakte hai ya fir bar bar googles, chasme,contact lences pehan ne se ankho ko oxygen nahi milta aur ham andhe jaise ho jate hai... piyu: sach hai ...kuchh to obseverve kiya hamne.... piyu: aur exercise yane sharirik shram yane ke ham jo kam karte hai vo ek par kar ki exercise hi hoti hai to vo bhi to jaruri hoti hai jinda rehne ke liye aur lakwa nhi hota body ke kisi bhi part ko matlab ...kul mila ke har natural bat hame jina sikhati hai...... kamala: haan nature is god to us....n hamn uske hi to bache hai....use hi to bane hai to natural chije hame jyada fayde mand hoti hai...kyo ke ham natural hai..... piyu: yes...sach hai sab kuch sahi hai....we love nature.......... prakriti....
Posted on: Fri, 19 Jul 2013 15:15:40 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015