"please zaror parhe or es per hamal ki jeye" Ek Aurat Hazrat Umer - TopicsExpress



          

"please zaror parhe or es per hamal ki jeye" Ek Aurat Hazrat Umer (R.A) k pas aai aur kaha k meri tail ki shishi zameen par giri aur zameen ne sara tail pee liya hai, Aap wapis karwa dein, Aap (R.A) ne 1 khat likha aur aurat ko usi jaga rakhny ko kaha, Aurat ne khat rakha to tail ka chashma ubal para Aurat ne shishi bhar li, Aurat ne khat khola to us me likha tha k"Ay zameen tail wapis kar de warna main teri jaga pe kisi Be-Namazi ko dafan kar dunga". Be-Namazi k azab se dar kar zameen ne tail wapis kar diya, to unka kya hoga jo jaan boojh kar namazein qaza karte hain? A silent msg 4 all ~
Posted on: Fri, 21 Jun 2013 06:04:42 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015