shaikh nay apni asnad kay sath hazrat abu zar ghafari se riwayat - TopicsExpress



          

shaikh nay apni asnad kay sath hazrat abu zar ghafari se riwayat ki hay ek din main(abu zar ghafari) or ameer-ul-momineen HAZRAT ALI a.s sath wadi-e-namal se guzar hoa jahan bay had-o-hisaab chontian hi chontian thin jab main nay un chontion kay sailab ko daikha tou bay sakhta kaha " woh zaat pak hay jissay in ki tadad pta hay" HAZRAT ALI a.s nay farmaya : " abu zar ! yai na kaho balkay ye kaho kay pak hay woh zaat jis nay in ko paida kia kio ke inki tadad ko main janta hn aur main sirf iin ki tadad hi nhn balkay izn-ekhuda wand se yai bhi janta hn kay in main say nar kitnay hain or madah kitnay hain" ref: taveel ayat jild 2 pg:49
Posted on: Sun, 21 Jul 2013 21:23:31 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015