zyada tar muslim kihti hin k islam aisa nahee hay yeh aj kal ki - TopicsExpress



          

zyada tar muslim kihti hin k islam aisa nahee hay yeh aj kal ki musalman aisi hui hin kahan hay woh sacha musalman jo sirf awar serf aallah ki raza ki liay nikee awar sachai karta hay na jannat kamani ki liay awar na dozakh ki ag say bachani ki liay,,dicko hamin kisee say dushmanee nahee hay min bhee aik islamee gharani min pida hoki 20 sal tak min nay koshash kee hay agar 5 waqt kee nahee to 3 waqt kee nemaz padee hay ,awar woh bee dill say,magar pher bhee dozakh ka dar awar jannat kee aish o aishrat to dil min ata hay,liken?
Posted on: Sun, 21 Jul 2013 04:50:02 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015