بسم ا للہ الر حمٰن ا لر حیم ا لسلا م - TopicsExpress



          

بسم ا للہ الر حمٰن ا لر حیم ا لسلا م علیکم و ر حمتہ ا للہ و بر کا تہ ! RAMDANA-UL-MUBARAK PART 9 ************************** KAFFARA LAZIM HONE KI SHART: 1.RAMZAN KE MAHINE ME RAMZAN KA ROZA ADA KARNE KI NIYAT SE ROZA RAKKHA HO. 2.ROZDAR MUKIM HO MUSAFIR NA HO. 3.MUKALLAF HO (YANI AKIL BALIG HO)TO AGAR BACCHE YA PAGAL NE TODA TO KAFFARA NAHI. 4.RAAT HI SE ROZA RAMZAN KI NIYAT KI HO(TO AGAR USI ROZA KI JISE TODA DIN ME NIYAT KI THI TO USKA KAFFARA NAHI) 5.ROZA TODNE KE BAAD KOI AISI BAAT APNE IKHTEYAR SE NA PAYI GYI HO JIS BAAT KI WAJAH SE ROZA CHORNE KI IJAZAT HOTI HAI !(MASLAN HAIZ.NIFAS AA GYA YA AISI BADI BIMARI HO GYI JISSE ROZA NA RAKHNE KI IJAZAT HAI TO KAFFARA LAZIM NA AYEGA AUR AGAR ROZA TODNE KE BAAD AISI CHIZ PAYI GYI JISSE MAZOOR HUA LEKIN YE CHIZ APNE IKHTEYAAR SE PAYI GYI JAISE APNE AAP KO ZAKHMI KAR LIYA KI MAZOOR HO GYA ROZA RAKHNE KE QABIL NA RAHA YA MUSAFIR HO GYA TO KAFFAR SAKIT NA HUA ISLIYE KI YE CHIZ IKHTEYARI HAI TO KAFFARA LAZIM RAHA! ) (KANOON E SHARYAT PAGE NO 182) ☼♥ Please Keep Sharing ☼♥ ●●►Please Tag This Knwldg Wth Yr Frnd!◄●● ●●►please Like&share my page ◄●● Aakhri Safar ki Pehli Manzil (a step towards akhirat) ●●►jazakALLAH kahairan◄●●
Posted on: Mon, 08 Jul 2013 14:57:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015