663. Koi kaht nahi koi khabar nahi, apko shayad dosti ki kadar - TopicsExpress



          

663. Koi kaht nahi koi khabar nahi, apko shayad dosti ki kadar nahi, ham to apko yaad karte hai jaan ko jalakar, shayad apko hamare jaan ki koi fikar nahi 664. Patte gir sakte hain ped nahi, suraj doob sakta hai, aasman nahi, dharti sook sakti hai, dariya nahi... duniya sudhar sakti hai tum nahi 665. Is dil mein tarane bahut hain, zindagi mein jeene ke bahane bahut hain, kis kis ko sms karu, kambakht is nacheez ke deewane bahut hain 666. Waqt noor ko benoor kar deta hai, thode se zakhm ko nasoor kar deta hai, kaun chahta hai apnose door hona... waqt sabko majboor kar deta hai 667. Unhe fursat nahi milney ki humse, aur hamara waqt gujarta hai unki fariyaad karke, agar aye wo meri maut pe, to keh dena abhi soye hain tumhe yaad karke 668. Ek aishwarya thi deewani si, shahrukh pe vo marthi thi, nazrein jhukake thoday Sharma ke hritik ki galiyon se gujar ti thi, chori chori chupke chupke salman ko chitian likha karti thi shayad kuch kehna tha usko bobby se par na jane sunny se kyo darthi thi jab bhi milti thi vivek se aksar pucha karti thi, SANDY kahan hai 669. Soch tha na honge zindagi mein kabhi ruswa, magar pyaar ki ruswaai tabah kar gayi, gaye the mehfil mein gam bhulane, waha bhi tanhai apna farz adaa kar gayi 670. Garib mariz: doctor, mere paas paise nahi hai, aap mera ilaj kar de to kabhi aapke kaam aunga. Doctor: kya kaam karte ho Mariz: kabar khodta hun 671. Tum paas aaye, yun muskuraye, apne 32 daant mujhko dikhaye, dekh ke mera dil, foot foot ke rota hai, yaar tumse brush bhi dhang se nahi hota hai 672. Phir chupke se yaad aa gaye tum, meri aankhon ko phir rulaa gaye tum, kaise shukria adaa Karen tumhara, mujh naachiz ko pyaar sikha gaye tum 673. Door se dekha to santra tha, paas gaya to bhi santra tha, chilkar dekha to bhi santra tha, khaakar dekha to bhi santra tha, wah! Kya santra tha. 674. humne socha tha ek humhi apko chahte hain, lekin apke chahne walo ka kafila nikla, dil ne kaha shikayat kar khuda se par who bhi apko chahne wala nikla 675. Gum-e-zindagi ke mare hain, har baazi jeet ke hare hain mere jholi mein jitne patthar hai, sare mere doston ne mare hain 676. Who dosti hi kya jisme duriyan naho, wo apnapan hi kya jisme ladai na ho, wo dil hi kya jisme dard naho wo cel hi kya jisme mera sms naho 677. Bhagwan sabse zada khush kab hote hai? When a man is attempting to rape a girl and girl says mujhe bhagwan ke liye chor de 678. Rajasthan ke log churma banate hai, gujrat ke log dhokla banate hain, madras ke log idli banate hai, par sale hyderabad ke log chutiya banate hain 679. 1 kid � meli mom jadugal hai, jab wo papa ki nunu ko chooti hai to wo bali ho jati hai 2 kid � meli mom jab mele papa ke upal bethti hai to nunu gayab ho jati hai 680. mera har inkaar teri inkaar se accha hoga, mera har aansoo teri muskurahat se accha hoga, yakin na aye to jhaak kar dekh lena apni doli se mera ZANAZA bhi teri baarat se accha hoga 681. ae dil tu use bhool jaa, tarasna chod de, tadapna chod de, behkna chod de, machalna chod de, ho gaya bhool tu bhi ous bewafa ko bhool ja 682. (lalu style) � jack and jill � jeckwa aur jilwa gayil upar hilwa, paniya bharil ke vaste, jeckwa gir gayil, uska khopdi fut gayil, aur jilwa aawat ludkan pure raste 683. NAMASKAR: mobile aaj tak mein aapka swagat hai. MUKHYA SAMACHAR: aaj ka din aap ke liye mangalmay hoga MAUSAM: aaj bhi sms ki bearish jaari rahene ki sambhavana hey, baaki samaachar ek chote se antraal ke baad, jayege nahi! Hum phir haajir honge ek naye sms ke saath padhte rahiye mobile sms ......... AAJ TAK 684. Bagair jane pahechane ikrar na kijiye, muskurakar dil ko bekarar na kijiye, phool bhi de jate hain zakhm kabhi kahbi, har phool par aitbar na kijia 685. Shaam dhali fir kaali raat aayi, dil dhadak kar fir tumhari yaad aayi... aankhon ne mehsoos kiya us hawa ko, jo tumhe chukar hamare paas aayi 686. Raat mein jab koi message aata hai, tho humko sirf aapka khayal aata hai, kyonki jab sara jahan so jata hai, tab sirf ULLU hi mandrata hai 687. Aansu mein na dhundo hame, dil mein ham bas jayenge, tamanna ho agar milne ki, tho bandh aankhon mein nazar aayenge 688. Laut jati hai duniya gam hamara dekhkar, jaise laut jati hai lehren kinara dekh kar, tu kandha na dena mere janaze ko, kahi fir zinda na ho jau tera sahara dekhkar 689. Main ek aisa message hun, jise ullu padhte hain, gadhe save karte hain, bevakuf delete karte hain, to aap kya hain? 690. Kitne din ho gaye, kitne hafte gujar gaye, baar mahino tak bhi chali gayi, ab saal bhi ho jaega, ab to kehna mano, chalo aise na karo, jaldi se milo mere dost 691. Reporter: aap subha neendh me se utkar pehle kya karthi hain? Mallika sherawath: main apne ghar jaathi hoon 692. Breaking news, andar ki khabar, ek dum fresh, (9 blank screens) pappu paise dekar paas ho gaya 693. Baki kuch na raha is zamane mein, jawaani guzar rahi hai maikhane mein, ab to yakin karlo meri dosti par, warna zindagi guzar jayegi azmane mein 694. Vo dil kya jo milne ki dua na kare, tujhe bhul kar jiyun khuda na kare, rahegi teri dosti meri zindagi bankar, ye baat aur hai ki zindagi wafa na kare 695. Aankho ki zubaan who samajh nahi paate, hoth magar kuch kahe nahi pate, apni bebasi kis tarah kahe, koi hai jiske bina hum rahe nahi pate 696. Itne to bedard nahi hai hum ki hamari yaad mei tumhe marne denge, kaante to bahut door ki baat hai, tumhara gulista mein ek murzhaya phool bhi nahi rehne denge 697. Chot khakar bhi zakhm chupaya humne, zeher pee kar bhi muh na banaya humne, naa jane aaj tum itne kyun yaad aaye, ki naam likh likh ke mitaya humne 698. Bahu ka 1st aur 2nd affair sunke sasur ne bahu ko mara. 3rd aur 4th ke baad pati ne mara, magar saas chup rahi. Kyun? Kyunki saas bhi kabhi bahu thi 699. Ek sardars bachpan se he hairaan, pareshan, aur full tension mein yeh soch kar... meri bahn ke do bhai hain, phir mera ek hi bhai kyon.???? 700. AP 14 A 5648 AP 02 B 3738 AP 01 I 9465 AP 14 D 12548 Abe itne gaur se kya dekh raha hai, kal subah in gadiyon par kapda maar dena 701. Arz hai mashalla galib ne aisa sher mara, aisa sher mara, aisa sher mara ki sherni vidhva ho gayi 702. AMITABH aur PRAN dono bus stop pe khade the. Bus aai aur PRAN chad jata hai par AMITABH nahi jata. Kyun? Coz PRAN JAYE PAR BACHHAN NA JAYE. 703. Chahat ki tum kisi se imtihaan mat lena... jo nibha hi na sako wo wafa hi na dena... jise tumhare bin jeene ki aadat na ho... use jeene ki dua hi na dena 704. Chaand tare chup gaye, beet gaya andhkar dhoop sunhari dekh kar jaag gaya sansaar, din aapka gujre accha karte dua hazaar, bhej rahe aapko subah ka namaskar 705. Teacher: apna character sudharna ho to sabhi auratoko apni MAA samajha karo! Boy: guruji, aisa karne se mera charater to sudhar jayega par mera baap to bigad jayega 706. Hum ko mama banarahe ho... jaani tum jaante nahi hum kya cheez hai. Jahan tumhari sonch khatam ho jati hai, wahan se hamari soch shuru hoti hai 707. Mehfil na sahi tanhai to milti hai, Milan na sahi judaai to milti hai, kaun kehta hai, pyaar me kuch nahi milta, wafa na sahi bewafaai to milti hai 708. Banta singh: oye tu har sms do baar kyun bhejta hai? Santa singh: kyunki tujhe ek forward karna hai to dusra tere pass to rahe 709. Jab tum angrai lete hoto mera dum nikaljata hai kambakhat deodrant lagane mein tera kya jata hai 710. Hum ek baar jite hai, ek baar marte hai, pyaar bhi ek baar karte hai, shaadi bhi ek baar karte hai, jab sab kaam ek baar kartein hai to exams kyo baar baar detein hai 711. Amitabh goes to toilet and comes back all wet. Jaya: what happened to you? Amitabh: jaise hi main andar gaya to saare log mujhe dekhne ke liye ghoom gaye 712. Phoolon si hasin muskaan teri, chaand sitaro se jyada shan ho teri, zindagi ka sirf ek ho maksad tera, ki asma se uchi udaan ho teri 713. Ek aadmi RAM mandir jaa ke kehta hai ki uski biwi kho gayi, ram ji bole, baju ke hanuman mandir mein jake bol. Meri biwi unhone hi dhundi thi 714. Aap ko miss karna, roz ki baat hai, yaad karna aadat ki baat hai, aap se door rehna kismat ki baat hai, magar aapko jhelna himmat ki baat hai 715. Aapne apni aankho mein noor chupa rakha hai, hosh walo ko diwana bana rakha hai, naz kaise na karu apki dosti par, mujh jaise nachiz ko khas bana rakha hai 716. Hoti nahi mohabbat surat se, mohabbat to dil se hoti hai, surat unki khud hi pyaari lagti hai, kadar jinki dil mein hoti hai 717. Khayal to kisi aahat ki aas rehti hai, nigah ko kisi surat ki talash rehti hai, tere bina koi kami to nahi ae dost bas meri KAAMWALI udaas rehti hai 718. Mere pyaar ko apni takdir bana lo, meri yaadon ki dil mein zanzird banalo, kagaz par lakiren to bahut kheench li tumne, ab unko milakar meri tasveer bana lo 719. Wife ko BEGUM kyun kehte hain? Kyonki shaadi ke baad saare gham to husband ke hisse mein aate hain aur wife be-gum ho jaati hai 720. Tere bistar par makdee lage, tere room mein macchar phire, raat ko light chali jaye, puri raat thand lage, tere sapne me BHOOT aaye chal ab so ja 721. Phone mat kiya kar dear, mom hoti hai near, papa se lagta hai fear, baat nahi hoti hai clear, aankhon mein aata hai tear, isliye sms karo dear 722. Raat hui jab shaam ke baad, teri yaad aayi har baat ke baad, humne khamosh rehkar bhi dekha teri awaz aayi har saans ke baad 723. Koi gham nahi phir bhi mann udas hai, koi rasta nahi phir bhi aas hai, kehne ko hai bahut apne par tu hi ek khaas hai, zyaada emotional mat ho yeh sab bakwas hai 724. Sardarji aap ko thand lagti hai tho kya karte hai? Candle ke paas baith jata hu Agar fir bhi thand lage to? Oye! To candle jala leta hun 725. Main bhi aap ke liye TAJ MAHAL banaunga, main bhi aap ke liye TAJ MAHAL banaunga, ek cup subha aur ek cup shaam ko pilaunga 726. Hum wo nahi jo bhul jaya karte hai, hum wo hai jo sath nibhaya karte hai, door rehkar milna mushkil ho par yaad bankar sasomein bas jaya karte hain 727. Roz khwab mein who aati thi, hasti thi hasaathi thi, roti thi rulathi thi, bhagti thi bhagathi thi, aaj pata chala saali chootiya banati thi 728. �Om gulab jamun namah�, Mr and Mrs. Sambar welcomes you to the wedding of their grandson plaindosa, son of Mr. Masal dosa with pani puri D/O Mr. Bhel puri on 28-09-2015, at dahi wada hall. Samosa building, pav bhaji road, opposite papad theatre, rasgulla 500016. �mele chacha ke shaadi pe jalul aana� � chatni sauce aur dahi 729. Khuda ki banai kudrat nahi dekhi, dilon mein chupi daulat nahi dekhi, jo bhi kehta hai ke duriyo se mit ti hai dosti, usne shayad hamari dosti nahi dekhi 730. Dosti hoti hai dil ke raaz bataane ke liye hum apni hasti mita denge aapko hasaane ke liye, baat karne ki apko fursat nahi, to hum sms karte hain apni yaad dilane ke liye 731. Dard jo dete hain dene do, gham jo sehte hai sehne do, chid jayenge phir bahut se kisse aaj, iss baat ko yahi dil mein rehne do 732. Ehsaas bahut hoga jab chod ke jayenge, royenge bahut magar aansoo nahi aayenge, jab saathe na de koi, to awaj humein dena, aasma par bhi honge to laut ke aayenge 733. Bhikari: 50 paise dede , maine 3 din se khana nahi khaya baba Marwadi: 50 paise nahi, main tumhe 10 rps dunga, pehle yeh bata 50 paise mein khana kahan milta hai 734. Makaan malik: 500 kiraya hoga Kirayadaar: theek hai, par aapke makaan mein chuhey naach rahe hain Makaan malik: to sale, 500 me kya BIPASHA nachegi 735. Gulab aisa todo kanin kanta na lage, dosti aise nibhao ki dil na toot jaye 736. Ek admi apni biwi ka antim sanskaar karke laut raha tha ke achanak raste mein badal garji, bijli kadki aur zor ki bearish hui, admi bola LAGTA HAI PAHUNCH GAYI 737. Aaj tum DIL manglo dedenge, DHADKAN manglo dedenge, ISHQ manglo dedenge, aap JAAN tak manglo who bhi denge kyunki charo CD aaj ghar par hai 738. Unhone vaada kiya raat khwaabon mein aane ka, ji unhone vaada kiya raat khwaabon mein aane ka, badkismati tho dekhiye, khushi ke mare neend hi nahi aayi 739. Sabhi bhai bandu ko soochit kiya jaata hai ki do din tak ladkiyon se doori rakhein varna BAHI bankar pachtaoge... purush janhit mein jari! AASHIQ SOCIETY OF INDIA ( raksha bandhan time message) 740. Chand apni roshini phekreli hai, ho gayi hai night, band kardo light, so jao tight, bole to good night 741. Sehmi sehmi nigahon me khwaab hum jaga denge, sooni sooni raahon pe phool hum khila denge, tum humare sang muskurake to dekho, tumhaara gam hum bhula denge 742. Ae kaash shaayari hum bhi likh paate, lafzon ke khel hum bhi khel pate, khuda ne dil par chot kuch aise diye, aansoo ko chupake kash hum bhi muskura pate 743. Beshak kuch waqt ka intezaa mila humko, par khuda se badkar yaar mila humko, na rahi tamanna kisi jannat ki, dost teri dosti se who pyar mila humko 744. Are o DEVDAS tu VEER-ZAARA ko chod de warna main tujhe ASHOKA banakar BAZIGAR ke saath PARDES bhej dunga kyunki tu JOSH mein bahut aa jata hai, aur CHALTE CHALTE tera DIL TO PAGAL HO jata hai, aur tu DEEWANA bankar DARR jata hai, fir bhi kaheta firta hai MAIN HOON NA 745. Is duniya mein aaye ho tho kuch kar jao kadar daan, jis gali se guzro aawaz aay abbajan abbajan 746. Raahe mohabbat se guzarne ko dil karta hai, yaadon mein kisiko khojne ko dil karta hai, hoga kahin meri taqdir badalne wala, ek baar bas ek bar tumko dekhne ko dil karta hai 747. Karni khuda se faryaad baki hai, hume unse kehni kuch baat baaki hai, maut aayegi toh keh denge ruk abhi mere DOST se mulaqat baaki hai 748. kuch door hamare saath chalo, hum dil ki kahani keh denge, ho baat samajh na paye tum, who baat zubani keh denge, hum zikr karenge gairo ka aur apni kahani keh denge 749. Bewafa se kabhi pyaar nahi hota, marne ke baad intezaar nahi hota, dosti dekhkar karna mere dost, har insaan apun ki tarah cute, smart nahi hota 750. Phool ki shuruaat kali se hoti hai, zindagi ke shuruwaat din se hoti hai, pyaar ki shuruwaat dosti se hoti hai, aur dosti ki shuruwaat aapse hoti hai 751. Vaade pe who mere aithbaar nahi karte, hum zikre mohabbat sare bazaar nahi karte, darta hai dil unki ruswaai se aur wo samajhte hai hum unse pyaar nahi karte 752. Yun aaye who hamari zindagi mein, yun aaye who hamari zindagi mein, yun aye who hamari zindagi mein... abbey yeh shayari nahi dhundh unko aake kahan chal diye who 753. Khushi ke dhoondne se ghum milta hai, ye ghum zindagi mein har dum milta hai, jo dil ke saare ghum baantle, aisa dost zindagi mein kam milta hai 754. Dil yun kisi pe aata nahi, pyaar yuhi kisi se kiya jaata nahi, pyaar kiya hai dard to hoga hi, is dard ki aadat daal lo kyunki ye dard ZANDU BALM se jaata nahi 755. Wo mausam wo bahar bhi uske samne kam thi, uske saathe guzro wo waqt wo fiza bhi nam thi, par kya karein ae zalim apne hathoo mein mohabbat ki lakeer hi kam thi 756. Saato asmaan ki sair hum kar aye, har ek tare se dosti kar aye, ek tara khas tha jise hum apne sath le aye, varna aap hi sochiye aap is zameen par kaise aaye 757. Reliance new ad campaign: bhaad mein jaye baap ka sapna, jaldi ho batwara apna, cale the duniya karne muthi mein, ho gaya batwara chutki mein 758. Meri taraf se tumko ek pappi, tumhare dost ko ek pappi, dost ke dost ko ek puppi, batao kyun, aaj humare doggy ne 6 pappi ko jana diya 759. Kitni jaldi yeh mulakat guzar jaati hai, pyaas bujhti nahi barsaat guzar jaati hai, apni yaadon se kaho is tarha na aaya kare, neend aati nahi aur raat guzar jaati hai 760. Chup rahte hai ki koi khafa na ho jaye, humse koi ruswa na ho jay, badi mushkil se koi apna bana hai, bus ab kabhi mujhse juda na ho jaye 761. Rishton ki ahmiyat batate hai faasl, par thoda tadpate bhi hai fasle, dilon mein ho na doori dua karna, chah yun hi rahe miiilon ke faasle 762. Sardars 1 � kisse baat kar rahe ho? Sardars 2 � bibi se yaar Sardars 1 � bahut pyaar se baat karte ho bibi se Sardars 2 � meri nahi teri hai yaar 763. Haseen aap jaisa koi nazar aaya nahin, isliye kisi aur se dil lagaya nahi, dooba iskadar aapki nigahon mein, aaj tak us sagar se nikal paaya nahi 764. Wife: agar main mar jaon to tum kya karoge? Husband: shayad main bhi mar jaunga Wife: kyun? Husband: kabhi kabhi zyada khushi bhi jaan leleti hai 765. Gabbar singh jab paida hua to uski maa ne use zordar chata mara, logo ne puch kyun mara bacche ko? Maa boli � puchta hai kitne aadmi the? 766. Phool bankar muskurana zindagi hai, muskurakar gham mitana zindagi hai, jeet kar hum khush huye to kya, haar kar khush rehna zindagi hai 767. Ghungat mein tujhe dekha tho diwana hua, sangeet ka taraana hua, shamaa ka parwaana hua, jaise hi ghunghat uthaya is duniya se ravaana hua 768. Karlo jo karna hai, kar lo jitne chahe kar lo, arre ruk kyun gaye, karte raho ruko mat bus karte raho mujhe aadat ho gai par kab tak karoge yaar free messages aaj raat tak hi hai 769. Collector banna hai tho IAS padh, doctor banna hai the MBBS padh, lawyer banna hai tho LLB padh aur agar chutiya banna hai tho mera SMS padh 770. Hasrat hi rahi ke deedar-e-yaar hota aur zinda rehte toh yehi intezaar hota, margaye tere jhoote wade pe warna na kabhi janaza uthta na kahin mazaar hota 771. Dil ki hasrat zuban par aane lagi, tumne dekha aur zindagi muskurane lagi, yeh ishq tha ya thi meri deewangi, har surat mein surat teri nazar aane lagi 772. Jahan dosti wahan pyaar, jahan pyaar wahan takrar, jahan takrar, wahan judaai, jahan judaai, wahan dard, jahan dard wahan ZANDU BALM. Ab chota pack sirf Rs.2/- 773. Khwahish hi rah gayi unse aaj baat karne ki, par unhe fursat nahi kuch waqt humein deneki, yun to karlenge hum zindagi bhar unka intazaar, palat kar ek baar to puchle who kaisa raha din yaar 774. Zindagi mein hamesha haste raho hasna zindagi ki zaroorat hai, zindagi jiyo to is andaaz mein ki aapko dekhkar sabko lage zindagi kitni khoobsurat hai 775. Sharabi eye donate karne gaya, counter pe clerk ne pucha � kuch kehna chate ho? Usne kaha jise lagao use kehna ye aankh 4 peg peene ke baad khulti hai 776. Jo ho gaya so ho gaya, jo hona hoga wo hoga aur jo nahi hona hai wo nahi hoga kyunki jo hona hai, wo to hoga hi hoga ab dekhna hai ki kya hoga aur kya nahi hoga, hone ko to kuch bhi hoga yahi sochna hai ki kya hoga aur kya hoga agar kuch hoga to thik hoga aur nahi hoga to bhi thik hoga, thik hoga to kis kaaran se hoga aur kaaran hi thik nahi hoga to kuch kaise thik hoga, ab aap batao ki aage kya hoga? 777. Tum ne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gherai mein jana chod diya, jab HOLI mein itne din baki hain, to aapne abhi se kyun nahana chod diya 778. 6 dogs were running, suddenly one asked why are we running? The other replied �agli gali mein ek naya khamba laga hai, chalo susu karne� 779. narad muni dharti par madira peene aaye, 12 botal pilane ke baad thekewale ne pucha aapko chadti kyun nahi? Narad bole MAIN BHAGWAAN HOON, thekewale ne kaha chad gayi sale ko 780. Na hoti hai mulaqat unse, na hoti hai baat unse, sirf khwaab mein ate hain, wahi milte hain, hum saari raat unse 781. Devdas ke babuji ne kaha ghar chodd do, maa ne kaha paro ko chod do, paro ne kaha daru ko chod do, magar aapko kisne kaha sms karna chod do.... wah chunni babu, kemonache 782. Apnapan sikha kar juda ho gaye, na socha na samjha khafa ho gaye, duniya mein ab hum kisko apna kahenge, vo bhi sab ki tarah bewafa ho gaye 783. Teacher to student: make sentence in which all tenses come, present, past and future Student: sau saal pehle mujhe tumse pyaar tha, aaj bhi hai aur kal bhi rahega 784. Mera dil jis dil pe fida hai, who shadi shuda hai, who shadi shuda hai, haan mohabbat ki ye saza hai.... who do bacho ki maa hai, do bacho ki maa hai 785. Dil ki nazuk dhadkon ko, mere dost tumne dhadkana sikhaya, jabse mili hai teri dosti, dil ko ghum mein bhi muskurana sikha diya 786. Mere dil, jigar, kidney, liver ho tum, waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum, doob kar jisme mar jaye vo river ho tum mere jeevan mein ab to forever ho tum 787. Ae khat ja unke haathon ko chumle, jab who padhe to unke aankho ko chumle, khuda na kare, wo phaad bhi dale, to girte-girte unke kadamo ko chumle 789. Chahera bhul jaoge to shikayat nahi karunga, naam bhul jaoge to gila nahi karunga, ae mere dost dosti bhul jaoge to dosti ki kasam maaf nahi karunga 790. Humne manga that saathe unka, judaai ka gum de gaye, hum yadon ke sahare jee lete, who bhool jane ki kasam de gaye 791. Khuda se koi baat anjaan nahi hoti, jab insaan ki bandagi beimaan nahi hoti, kabhi manga hoga humne ek accha dost yun hi, aap se hamari pehechan nahi hoti 792. Naa pyaar na mohabbat yaaro! Devdas ka kehna maano yaaro, na chandramukhi na paaro yaaro, roz shaam ko 2 peg maaro yaaro 793. Aaj wo humse jannat mein takra gaye yaaro, aaj wo humse jannat mein takra gaye yaaro... aur hamare dilse awaaz nikli � tumhare maaki, tum idhar bhi aa gaye 794. Idhar khuda hai, udhar khuda hai, jahan dekha wahan khuda hai, aur jana khuda nahi hai, kal khudva denge 795. Yaad hai hum pehle kahan mile the.... train ruki, khidki khuli, nazro se nazre mili, aur aap ne kaha, ALLAH KE NAAM PE KUCH DEDE BABA 796. Laal gulabi rang hai jhoom raha sansaar, suraj ki kirne khushiyon ki bahar, chaand ki chandni, apno ka pyaar, mubarak ho aapko holi ka tyohar. 797. Is jahan mein mohabbat kash na hoti to safar-e-zindagi mein mithas na hoti, agar milti bewafao ko saza mein maut, to deewano ki kabar na hoti 798. Aap kaha hai? Apka ghar hai? TV hai? Kaun se channel aate hai? Table hai? Chair bhi hogi? Aapke ghar mein chipakali hai? Billi hai? Kutta kyon nahi? Audio hai ke cd ke dvd? Home theatre kyon nahi hai? Nal hai? Paani aata hai? Fridge hai? Bada hai ke chota hai? Thanda karta hai? Ice banata hai? Kaun si company ka hai? To dusri company ka kyon nahi? Fan hai ke AC? Cooler kyon nahi hai? Phone nahi hai? ACCHA mobile hai? Balance hai? To SMS karo na yaar 799. Har table daru se saza rakhi hai, har type ke daru manga rakhi hai, na jane kis gali se ayega mera dost, humne har gali botloo se sajaa rakhi hai....CHEERS 800. Ek dost hai duniya mein jise ham khuda maante hai, jiske liya raat din khuda se duva mangte hai, khuda bhi jalte hai usase, vo bhi tujh jaisa dost mange hai 801. Apun ek sher bolega... charo taraf chaand fekrela hai light, boleto hogeli hai night, band kardalneka tube light, sone ka tight, boleto good night 802. Shaam javan hai, shaam javan hai, arz farmaatha hoon shaam javan hai aur uska baap major hai 803. Sardars riding a cycle hit a girl. Girl: ghanti nahi hai maar sakta kya? Sardars: poor cycle maar di ab ghanti alag se maru? 804. Kripya dhyaan de (18 blank screens) dhyaan dene ke liye shukriya ab apna kaam kare. 805. Roshini hai hazaro mein, masti hai nazaro mein, aap hai hazaro mein jaise chaand sitaro mein 806. Masti aankho mein hoti hai shaarab mein nahi, bhakti shraddha mein hoti hai, shabdo mein nahi, tu bhi jaan le mere dost dosti dil mein hoti hai sms mein nahi 807. Ek kabutar itna uda, itna uda, itna uda, bahut uda, bahut upar gaya, itna uda, itna uda, bas ab nahi dikh raha 808. 100 bewafai kubul hai 1 wafai ke liye, 100 ansu kubul hai 1 hasi ke liye, hum to mohtaj hai apke pyaar ke, 100 dushman kubul hai aapki 1 dosti ke liye 809. rulane se pehle ek baar hasaya hota kasoor kya hai is dil ka bataya hota, mili saza uss khata ki jo kihee nahi hamne kash tumse dil lagaya na hota 810. Somethings are made for each other. For example... shoe and socks, soap and water, paper and pen, shirt and pant, me and your girlfriend 811. Dhooom machale (8 times) bahut dhoom machalia ab padai karo 812. Ankhon ki awaz kuch aur hoti hai, ansuo ki aag kuch aur hoti hai, kuan chahta hai bichadna apno se, majburiyo ki baat kuch aur hoti hai 813. ---------------------------------------------------- pyaar ho gaya hai mere mobile ko aapke mobile se, isliye line maar raha hai. 814. Har pal humne umeddon se saja rakha hai, aur network ko bhi samjha rakha hai, jane kis waqt aaye message tumhara, humne apna mobile phoolon se saja rakha hai
Posted on: Thu, 01 Aug 2013 23:51:30 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015