(A love They will Never Know) .friend aaj main aap ke - TopicsExpress



          

(A love They will Never Know) .friend aaj main aap ke sath apni ek real friend rani jo chritian thi our Goa mein rahti thi ki real love story share karna chata hu meri ek friend rani thi jo ek ladke s pyar karti thi jiska naam aryan tha dono hi ek dusre se kafi pyar karte the par ek din unki apas mein ladai ho gayi aur rani ne break up karne ka decide kar liya par shayad aryan rani se bahut pyar karta the aur vo rani se alag nahi hona chahta the par rani ne aryan se bat karni band kardi aur kafi mahino tak unki apas mein koi bat nahi hui kafi mahino baad ek din rani aur aryan dubara mile aryan abhi bhi rani se utna hi pyar karta the aur shayad rani ke dil mein bhi aryan ke liye pyar the isliye jis din vo mile un donon ne ek park me baith kar kafi baten ki shayad donon hi ek dusre ko miss kar rahe the par rani ne aryan se apni dil ki feelings ke bare mein kuch nahi batya aur vo vahan se challi gai aur phir kuch dino baad rani aur aryan ki phone mein kafi baten hui par rani ne aryan ko is bat ka ehsaas nahi hone diya ki vo abhi bhi usse pyar karti hai fir phone ki batt katam hone ke baad aryan ko laga ki rani ab uss se pyar nahi karti lakin aryar abhi bhi rani se bahut pyar karta the isliye usne socha ki jab rani usse pasand hi nahi karti to vo ab rani ko pareshan nahin karega aur vo kahin door chala jayega aur kabhi rani ki life mein vapas laut kar nahin aayega aur is tarah aryan rani ki life se kafi dur chala gaya par 6 month ke bad ek din rani ke phone par ek phone aaya jo ek police staton se the unhane rani ko bataya ki uske dost aryan ka rod accident ho gaya aur uski maut ho gai hai rani yah sun kar shock ho gayi and she stareted crying unhone rani ko batya bhi ki aryan ke phone mein emergancy number mein apka number saved the isliye unhone usko phone kiye par rani to abhi bhi shock mein thi usko yakin hi nahin ho raha the ki aryan usko chhodkar hamesha ke liye ja chuka hai.shayad rani aryan se bahut pyar karti thi aur usko kabhi bhi khona nahi chahti thi .(conti
Posted on: Fri, 05 Jul 2013 11:48:40 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015