Aam Aadmi Party - Navi Mumbai kitna dard saha hoga, aazadi ke - TopicsExpress



          

Aam Aadmi Party - Navi Mumbai kitna dard saha hoga, aazadi ke matwalo ne... jinko bharat maa ke khatir, tyaag diya gharwalo ne... arey kabhi barf ki silli par, ulta letaya jata tha... kabhi dehektey angaaro par, unhe chalaya jata tha ... kabhi nihatte hatho se, naakhun ukhade jatey the... kabhi chirkar chamdi uske, namak mirch budkate the... aur jab na dard saha jata, toh Inqalaab woh gatey the... aise me nirmamta se, kode barsaye jatey the... arey maana ki unko, apne maut ka andesha ho jataa tha... arey martey martey, labh par Vande Mataram woh gaate the... https://facebook/photo.php?v=713549101994626&set=vb.197356567068044&type=3&theater
Posted on: Mon, 07 Oct 2013 01:49:43 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015